Khusha Woh Din Haram e Paak Naat Lyrics

Khusha Woh Din Haram e Paak Naat Lyrics

 

Khusha Who Din Haram-e-Pak Ki Fizaon Mein Tha
Khusha Who Din Haram-e-Pak
Khusha Who Din Haram-e-Pak Ki Fizaon Mein Tha
Zabaan Khamosh Thee Dil Mehw Iltjaoon Mein Tha
Zabaan Khamosh Thee Dil Mehw Iltjaoon Mein Tha
Khusha Who Din Haram-e-Pak

Hateem mein Mere Sajdon Ki Kaifiyat Thee Ajab
Hateem mein Mere Sajdon Ki Kaifiyat Thee Ajab
Jabeen Zameen Pe thee Zehn Kehkashaoon mein Tha
Khusha Who Din Haram-e-Pak Ki Fizaon Mein Tha

Dar-e-Karam pe Sada De Raha Thaa Ashkon se
Dar-e-Karam pe Sada De Raha Thaa Ashkon se
Jo Multazam pe Kharay They main Un Gadaon Mein Tha
Jo Multazam pe Kharay They main Un Gadaon Mein Tha

Mujhe Yakeen Hai Mein Phir Bulaya Jaaon Ga
Ke Yeh Sawal Bhi Shamil Meri Duaon Mein Thaa
Ke Yeh Sawal Bhi Shamil Meri Duaon Mein Thaa

Khusha Who Din Haram-e-Pak Ki Fizaon Mein Tha
Zabaan Khamosh Thee Dil Mehw Iltjaoon Mein Tha

 

 

Khusha Woh Din Haram e Paak Naat Lyrics
Khusha Woh Din Haram e Paak Naat Lyrics

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,167 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,592 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,046 views

Leave a Comment