Khuda Ne Jis Ke Sar Par Taaj Rakkha Apni Rahmat Ka Naat Lyrics

ख़ुदा की रहमत बरस रही है | हुज़ूर तशरीफ़ ला रहे हैं / Khuda Ki Rehmat Baras Rahi Hai | Huzoor Tashreef La Rahe Hain
ख़ुदा की रहमत बरस रही है, हुज़ूर तशरीफ़ ला रहे हैं
फ़रिश्ते घर आमिना का जा कर ख़ुद अपने हाथों सजा रहे हैं

नबी का बचपन था क्या सलोना कि चाँद था आप का खिलौना
कभी खिलौने को तोड़ते हैं, कभी खिलौना बना रहे हैं

दुकानें बू-जहल की हैं जितनी, वो एक भी अब नहीं खुलेंगी
थे जिस में झूटे ख़ुदा उसी में हुज़ूर ताला लगा रहे हैं

बशर बशर उन को कहने वालो ! बशर की कोई मिसाल तो दो
वो डूबे सूरज को सम्त-ए-मग़रिब से देखो वापस बुला रहे हैं

सबा ने पूछा, ऐ फूल ! तेरा लिबास कितना महक रहा है
तो फूल बोला, नबी के तल्वों की हम भी ख़ैरात पा रहे हैं

उन्हीं का का’बा, उन्हीं का तयबा, उन्हीं की दुनिया, उन्हीं का ‘उक़्बा
ये सच है, ज़ैनुल ! उन्हीं का सदक़ा जो आज हम लोग खा रहे हैं

शायर:
ज़ैनुल आबिदीन कानपुरी

ना’त-ख़्वाँ:
ज़ैनुल आबिदीन कानपुरी

 

KHuda ki rehmat baras rahi hai
huzoor tashreef laa rahe hai.n
farishte ghar aamina ka jaa kar
KHud apne haatho.n saja rahe hai.n

nabi ka bachpan tha kya salona
ki chaand tha aap ka khilauna
kabhi khilaune ko to.Dte hai.n
kabhi khilauna bana rahe hai.n

dukaane.n bu-jahl ki hai.n jitni
wo ek bhi ab nahi.n khulengi
the jis me.n jhooTe KHuda usi me.n
huzoor taala laga rahe hai.n

bashar bashar un ko kehne waalo !
bashar ki koi misaal to do
wo Doobe sooraj ko samt-e-maGrib
se dekho waapas bula rahe hai.n

saba ne poochha, ai phool ! tera
libaas kitna mahak raha hai
to phool bola, nabi ke talwo.n
ki ham bhi KHairaat paa rahe hai.n

unhi.n ka kaa’ba, unhi.n ka tayba
unhi.n ki duniya, unhi.n ka ‘uqba
ye sach hai, Zainul ! unhi.n ka sadqa
jo aaj ham log khaa rahe hai.n

Poet:
Zainul Abedin Kanpuri

Naat-Khwaan:
Zainul Abedin Kanpuri

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...247 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...133 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...111 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...106 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...100 views

Leave a Comment