KHUDA KA ZIKR KARE NAAT LYRICS
khuda ka zikr karezikr mustfa na kare
hamare munh mai ho aesi zaba khuda na kare
khuda ka zikr kare………………………………………..
madine jake niklana na sahar se bahar
khuda na khwasta ye zindadi wafa na kare
khuda ka zikr kare………………………………………..
asir jisako banakar rake madine main
tamam umr rihai ki wo dua na kare
khuda ka zikr kare………………………………………..
kaha khuda ne safaat ki bat mehshar main
mera habib kare koi dusara na kare
khuda ka zikr kare………………………………………..
saure naat bhi ho or zabaan bhi ho ‘adib’
wo aadami nahi jo unka hakk ada na kare
gadae naam siya ka kaha thikana hain
sadaat iski jo mahshar main mustafa na kare
kami ho ishqe nabi me kabhi khuda na kare
Popular Posts
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...102 views

Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...74 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...62 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics Rehmat Na...49 views
Salam Aap Par Tajdare Madina Lyrics Salam Aap Par Tajdare Madina Darood Aap Par Share Yaar Madina...40 views