KHOOB NAME E MUHAMMAD HAI AYE MOMINO JISME NUQTA BI RABKO GAWARAH NAHI NAAT LYRICS
Khoob name e muhammad hai aye momino Jisme nuqta bi rabko gawarah nahi
Jo nabi ki mohabbatse mu pherule Dono alaam me uska guzara nahi
Zaqm par zaqm sahekar ye bole bilal Zalimo ye tumara ghalat hai
qayal Damane mustafa ko mai kyu chorudu Itna kamzor imaan hamara nahi
Dekho qur’an me jahah ja momino Rabne kaise muqatib hai
unko kiya Kabi yaseen kaha kabi taha kaha Naam lekar khuda ne pukara nahi.
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,350 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...926 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...524 views