Khirad Ke Paas Nazar Ke Siwa Kuch Aur Nahi Lyrics

Khirad Ke Paas Nazar Ke Siwa Kuch Aur Nahi Lyrics

 

 

Ee…Aa… Aaa……. He… Aa..aa.. He… Aa..aa..

 

Hina: हिना

Tere Seene Meiñ Dam Hai Dil Nahiñ Hai

Tera Dam Garmi-e-Mahfil Nahiñ Hai.

तेरे सीने में दम है, दिल नहीं है

तेरा दम, गर्मी ए महफ़िल नहीं है।

Guzar Jaa Aql Se Aage Ke Ye Noor

Charagh-e-Raah Hai, Manzil Nahiñ Hai

गुज़र जा अक़्ल से आगे, के ये नूर

चाराग़-ए-राह है, मंज़िल नहीं है।

 

Shafqat:शफकत

Khirad Ke Paas Khabar Ke Siwa Kuch Aur Nahin ×2

ख़िरद के पास नज़र के सिवा कुछ और नहीं ×२

Tera ilaj Nazar Ke Siwa Kuch Aur Nahin

तेरा इलाज, नज़र के सिवा कुछ और नहीं।

 

Hina:

Khirad Ke Paas Khabar Ke Siwa Kuch Aur Nahiñ

ख़िरद के पास नज़र के सिवा कुछ और नहीं

Tera ilaaj Nazar Ke Siwa Kuch Aur Nahiñ

तेरा इलाज, नज़र के सिवा कुछ और नहीं।

Shafqat:शफकत

Har Ek Maqaam Se Aage Maqaam Hai Tera ×2

हर इक मक़ाम से आगे मक़ाम है तेरा ×२

Hayaat Zauq-e-Safar Ke Siwa Kuch Aur Nahiñ ×2

हयात ज़ात-ए-सफ़र के सिवा कुछ और नहीं ×२

Tera ilaaj Nazar Ke Siwa Kuch Aur Nahin

तेरा इलाज, नज़र के सिवा कुछ और नहीं।

Khirad Ke Paas Khabar Ke Siwa Kuch Aur Nahiñ

ख़िरद के पास नज़र के सिवा कुछ और नहीं

 

Hina

Ragoñ Meiñ Gardish-e-Khooñ Hai Agar, To Kya Haasil ×3

रंगों में गर्दिश-ए-ख़ूं है अगर, तो क्या हासिल ×३

Hayaat Souz-e-Jigar Ke Siwa Kuch Aur Nahiñ ×2

हयात सोज़़-ए-जिगर के सिवा कुछ और नहीं।

Tera ilaaj Nazar Ke Siwa Kuch Aur Nahiñ

तेरा इलाज, नज़र के सिवा कुछ और नहीं।

Khirad Ke Paas Khabar Ke Siwa Kuch Aur Nahiñ

ख़िरद के पास नज़र के सिवा कुछ और नहीं

 

Shafqat:शफकत

Jise Kasaad Samjhte Haiñ Taajiraan-e-Farañg ×2

जिसे कसाद समझते हैं ताजिरान-ए-फ़रंग ×२

Woh Shai Mataa-e-Hunar Ke Siwa Kuch Aur Nahiñ ×2

वोह शै मता-ए-हुनर के सिवा कुछ और नहीं।

Tera ilaaj Nazar Ke Siwa Kuch Aur Nahiñ

तेरा इलाज, नज़र के सिवा कुछ और नहीं।

Khirad Ke Paas Khabar Ke Siwa Kuch Aur Nahiñ

ख़िरद के पास नज़र के सिवा कुछ और नहीं

 

Hina

Uroos-e-Laalah! Munasib Nahiñ Hai Mujh Se Hijaab ×3

उरुस-ए-लालह! मुनासिब नहीं है मुझसे हिजाब ×३

Ke Maiñ Naseem-e-Sahar Ke Siwa Kuch Aur Nahiñ ×2

के मैं नसीम-ए-सहर के सिवा कुछ और नहीं।

Tera ilaaj Nazar Ke Siwa Kuch Aur Nahin

तेरा इलाज, नज़र के सिवा कुछ और नहीं।

Khirad Ke Paas Khabar Ke Siwa Kuch Aur Nahin

ख़िरद के पास नज़र के सिवा कुछ और नहीं

 

Shafqat:शफकत

Bada Kareem Hai …. Haañ…aa… Aaa….

Bada Kareem Hai Iqbal Be-Nawa Lekin ×2

बड़ा करीम है इक़बाल बे-नवा लेकिन ×२

A’taa-e-Shola Sharar Ke Siwa Kuch Aur Nahiñ ×2

अ़ता-ए-शोला शरर के सिवा कुछ और नहीं।

Tera ilaaj Nazar Ke Siwa Kuch Aur Nahin

तेरा इलाज, नज़र के सिवा कुछ और नहीं।

Khirad Ke Paas Khabar Ke Siwa Kuch Aur Nahiñ

ख़िरद के पास नज़र के सिवा कुछ और नहीं

 

Girañ Baha Hai To Hifz-e-Khudi Se Hai Warna

गिरां बहा है तो हिफ़्ज़-ए-ख़ुदा से है वर्ना

Guhar Mein Aab-e-Guhar Ke Siwa Kuch Aur Nahiñ

गुहर में आब-ए-गुहर के सिवा कुछ और नहीं।

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,360 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...818 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...528 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment