Kaun Hai Jiska Muqaddar Musatafa Ne Sawara Nahi Hai
Tere Dar Ke Siwa Shah Ab Do Jahan Me Guzara Nahi Hai
Kis Ko Faryaad Apni Sunaoo, Kis Ke Dar Pe Mai Daaman Bichaoo
Mera Tere Siwa Ya Muhammad, Aur Koi Sahaara Nahi Hai
Koee Manay Nah Manay Yeh Sun Le Bus Yehi Faesla Hai Khuda Ka
Jo Tumhara Nahi Ya Habeebi Wo To Hargiz Hamara Nahi
Aao Nukhtaun Ka Mai Bhaid Kholoon, Kyun Hai Be Nukhta Naam E Muhammad
Naam Par Jo Bojh Nukhte Ka Aae, Rabb Ko Yeh Bhi Gawara Nahi
Hai Dawa Har Alam Ki Yeh Sahil, Bus Mere Mustafa Ko Pukaro
Jabse Naat E Nabi Hai Zabaan Par, Mera Gardish Me Tara Nahi
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,656 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,845 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,794 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,273 views