KARAM PHIR RASULE KHUDA KIJIYEGA NAAT LYRICS
karam phir rasule khuda kijiyega
muj phir madine bula lijiyega
karam phir rasule khuda ……………..
firu jisme aaram se raat din me
wo galiya muje phir dikha dijiyega
muje phir madine bula …………………..
jiyu main jaha tak piyu aabe zarka
maru aabe kaushar pila dijiyega
karam phir rasule khuda …………………….
jo tha ishqe murshid main ausro ne dekha
wo manzar muje bhi dikha dijiyega
karam phir rasule khuda ……………………
mare jabke ‘yusuf’ to aap uski ki aaka
namaze janaza palha dijiyega
karam phir rasule khuda………………………..
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,166 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,592 views