करम फिर रसूल-ए-ख़ुदा कीजिएगा / Karam Phir Rasool-e-Khuda Kijiyega

करम फिर रसूल-ए-ख़ुदा कीजिएगा / Karam Phir Rasool-e-Khuda Kijiyega
करम फिर रसूल-ए-ख़ुदा कीजिएगा
मुझे फिर मदीने बुला लीजिएगा

फिरूँ जिस में आराम से रात-दिन मैं
वो गलियाँ मुझे भी दिखा दीजिएगा

जियूँ मैं जहाँ तक, पियूँ आब-ए-ज़रका
मरुँ आब-ए-कौसर पीला दीजिएगा

मेरे अशरफ़ी पीर-ओ-मुर्शिद के सदक़े
ज़रा रुख़ से पर्दा हटा दीजिएगा

जो था ‘इश्क़-ए-मुर्शिद में ख़ुसरौ ने देखा
वो मंज़र मुझे भी दिखा दीजिएगा

मरे जब के यूसुफ़ तो आप उस की, आक़ा !
नमाज़-ए-जनाज़ा पढ़ा दीजिएगा

शायर:
यूसुफ़ अशरफ़ी

ना’त-ख़्वाँ:
ओवैस रज़ा क़ादरी

 

karam phir rasool-e-KHuda kijiyega
mujhe phir madine bula lijiyega

phiru.n jis me.n aaraam se raat-din mai.n
wo galiya.n mujhe bhi dikha dijiyega

jiyu.n mai.n jaha.n tak, piyu.n aab-e-zarqa
maru.n aab-e-kausar pila dijiyega

mere ashrafi peer-o-murshid ke sadqe
zara ruKH se parda haTa dijiyega

jo tha ‘ishq-e-murshid me.n KHusrau ne dekha
wo manzar mujhe bhi dikha dijiyega

mare jab ke Yusuf to aap us ki, aaqa !
namaaz-e-janaaza pa.Dha dijiyega

Poet:
Yusuf Ashrafi

Naat-Khwaan:
Owais Raza Qadri

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...192 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...100 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...86 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...79 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...70 views

Leave a Comment