kab pyas bujhai jayegi lyrics

Kab Pyas Bujhai Jayegi Kab Jaam Pilaya Jayega | कब प्यास बुझाई जाएगी कब जाम पिलाया जाएगा – Naat Lyrics

Kab Pyas Bujhai Jayegi Kab Jaam Pilaya Jayega lyrics
Kab pyas bujhai jaayegi kab Jaam pilaya jaayega

Kab dard Ke maaron ko aaqa Taiba mein bulaya jaayega.

Khushboo Bhi lagayi jaayegi dulha Bhi banaya jaayega

Jis waqt janaaze ko mere kandhe pe uthaya jaayega.

Jo bikhre hue Hain Karbal mein Sarkar Ke gulshan Ke gunche

Un saare Muqaddas pholon se jannat ko sajaaya jaayega.

Chehre ko khula rakhna mere hai Meri waseeyat ae logon

Kehte Hain lahed mein aaqa ka deedar karaya jaayega.

Bin dekhe hi jab ye aalam hai us waqt ka aalam Kya hoga

Sarkar Ke chehra e aqdas ko jis waqt dikhaya jaayega.

Jitne Hain nabi wo sabke sab mehshar mein manayenge Rab ko

Ek zaate Muhammad hai jisko mehshar mein manaya jaayega.

 

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,702 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,598 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,297 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,201 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,098 views

Leave a Comment