Kaabe Ki Ronaq Kaabe ka Manzar – Lyrics in-हिन्दी | काबे की रौनक काबे का मंजर | Naat

Kaabe Ki Ronaq Kaabe ka Manzar – Lyrics in-हिन्दी | काबे की रौनक काबे का मंजर | Naat
0
Kaabe Ki Ronaq Kaabe ka Manzar – Lyrics in-हिन्दी | काबे की रौनक काबे का मंजर

Kaabe Ki Ronaq Kaabe ka Manzar
Allahu Akbar Allahu Akbar |

Dekhun To Dekhe Jaau,n Barabar
Allahu Akbar, Allahu Akbar |

Hairat Se KHud Ko Kabhi Dekhta Hun
Aur Dekhta Hun Kabhi Main Haram ko
Laaya Kaha Mujh Ko Mera Muqaddar
Allahu Akbar, Allahu Akbar|

Hamd-e-KHuda Se Tar Hain Zubaane
Kaano Me Ras Gholti Hai Azaane
Bas Ek Sada Aa Rahi Hai Barabar
Allahu Akbar, Allahu Akbar |

Maangi Hai Main Ne Jitni Duayen
Manzoor Hongi Maqbool Hongi
Meezab-e-Rehmat Hai Mere Sar Par
Allahu Akbar, Allahu Akbar |

Yaad Aa Gayi Jab Apni Khatain
Ashkon Mein Dhalne Lagi iltija e.n
Roya Ghilaf-e- Kaaba Pakad Kar
Allahu Akbar, Allahu Akbar |

Apni Ata Se Bulwa Liya Hai
Mujh Par Karam Mere Rab Ne Kiya Hai
Pahuncha Hateem-e-Kaaba Ke Andar
Allahu Akbar, Allahu Akbar |

Bheja Hai Jannat Se Tujh Ko Khuda Ne
Chooma Hai Tujh Ko Khud Mustafa Ne
Ai Sang-e-Aswad Tera Muqaddar
Allahu Akbar, Allahu Akbar |

Jis Par Nabi Ke Qadam Ko Sajaya
Apni Nishani Keh Kar Bataaya
Mehfooz Rakha Rab Ne Wo Patthar
Allahu Akbar, Allahu Akbar |

Dekha Safa Bhi Marwa Bhi Dekha
Rab Ke Karam Ka Jalwa Bhi Dekha
Dekha Rawaan Ek Saro.n Ka Samandar
Allahu Akbar, Allahu Akbar |

Kabe Ke Upar Se Jaate Nahi.n Hai.n
Kis Ko Adab Ye Sikhaate Nahi.n Hai.n
Kitne Muaddab Hai Ye Kabootar
Allahu Akbar, Allahu Akbar |

Tere Karam Ki Kya Baat Maula
Tere Haram Ki Kya Baat Maula
Taa Umr Kar De Aana Muqaddar
Allahu Akbar, Allahu Akbar |

Maula Sabeeh Aur Kya Chaahta Hai
Bas Magfirat Ki Ata Chaahta hai
Bakhshish Ke Taalib Pe Apna Karam Kar
Allahu Akbar, Allahu Akbar

Kaabe Ki Ronaq Kaabe ka Manzar
Allahu Akbar Allahu Akbar | NAAT LYRIC-हिंदी

काबे की रौनक काबे का मंजर
अल्लाहु अकबर अल्लाहु अकबर|

देखूं तो देखे जाऊँ बराबर
अल्लाहु अकबर अल्लाहु अकबर|

हैरत से खुद को कभी देखता हूँ
और देखता हूँ कभी मैं हराम को
लाया कहाँ मुझ को मेरा मुकद्दर
अल्लाहु अकबर, अल्लाहु अकबर|

हम्दे खुदा से तर है जुबाने
कानो में रस घोलती है अज़ाने
बस एक सदा आ रही है बराबर
अल्लाहु अकबर, अल्लाहु अकबर|

मांगी है मैं ने जितनी दुआएँ
मंजूर होंगी मकबूल होंगी
मीज़ाबे रहमत है मेरे सर पर
अल्लाहु अकबर, अल्लाहु अकबर|

याद आ गई जब अपनी खाताएँ
अश्कों में ढलने लगी इल्तिजाएँ
रोया घिलाफे काबा पकड़ कर
अल्लाहु अकबर, अल्लाहु अकबर|

अपनी अता से बुलवा लिया है
मुझ पर करम मेरे रब ने किया है
पहुंचा हातिमे काबा के अंदर
अल्लाहु अकबर, अल्लाहु अकबर|

भेजा है जन्नत से तुझ को खुदा ने
चूमा है तुझ को खुद मुस्तफा ने
ऐ संगे असवद तेरा मुकद्दर
अल्लाहु अकबर, अल्लाहु अकबर|

जिस पर नबी के कदम को सजया
अपनी निशानी कह कर बताया
महफूज रखा रब ने वो पत्थर
अल्लाहु अकबर, अल्लाहु अकबर|

देखा सफा भी मरवा भी देखा
रब के करम का जलवा भी देखा
देखा रवाँ एक सरों का समंदर
अल्लाहु अकबर, अल्लाहु अकबर|

कबे के ऊपर से जाते नहीं हैं
किस को अदब ये सिखाते नहीं हैं
कितने मुअद्दब है ये कबूतर
अल्लाहु अकबर, अल्लाहु अकबर|

तेरे करम की क्या बात मौला
तेरे हरम की क्या बात मौला
ता उमर कर दे आना मुकद्दर
अल्लाहु अकबर, अल्लाहु अकबर|

मौला सबीह और क्या चाहता है
बस मगफिरत की अता चाहता है
बख्शीश के तालिब पे अपना करम कर
अल्लाहु अकबर, अल्लाहु अकबर

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,360 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...818 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...528 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment