jo khwaja shaikh muhammad se aa mile Lyrics

jo khwaja shaikh muhammad se aa mile Lyrics

shaikh muhammad khwaja
jo khwaja shaikh muhammad se aa mile
wo zuroor pahunche ali talak
jo ali mile to nabi mile
jo nabi mile to khuda mila

mamba e jood o sakha shaikh muhammad khwaja
sunte hain sab ki sada shaikh muhammad khwaja

dekhne aaye hain deewane muhammad ke yahan
noor e ahmad ki ziya shaikh muhammad khwaja

khwaja hamad ke laal
shaikh muhammad khwaja

gaur se dekhne waalon ko nazar aata hai
hu ba hu noor e khuda shaikh muhammad khwaja

khoob chamka hai woh is dar se jise nisbat hai
dete hain nigdi bana shaikh muhammad khwaja

khaaki is naam ki barkat se sukoon milta hai
yani har dukh ki dawa shaikh muhammad khwaja

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,142 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,945 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,927 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,575 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,034 views

Leave a Comment