Jo ishq e Nabi ke Jalwon ko Seenoon main basaya karty hain Naat Lyrics

Jo ishq e Nabi ke Jalwon ko Seenoon main basaya karty hain Naat Lyrics

 

Jo ishq e Nabi ke Jalwon ko Seenoon main basaya karty hain
Allah ki rehmat ke badal un logon pe saya kartay hain

Jab apne gulamon ki Aqaa taqdeer banaya kartay hain
Tu jannat ki sanad lene ke liya Rozay pe bulaya kartay hain

Aye daulat e irfan ke mangto us dar pe chalo jis dar pe sada
Din rat khazane rehmat ke Sarkar lutaya kartay hain

Makhlooq ki bighdi banti hai Khaliq ko bhi piyar a jata hai
Jab bahr-e-dua Mehboob e Khuda hathon ko uthaya karty hain

Girdab-e-bala me fas ke koi taiba ki taraf jab takta hai
Sultane Mandina khud aa kar kashti ko taraya karte hai

Wo naz aa ki sakti wo aye dil ya kabar ki mushkil manzil ho
Wo apne gulamo ki aksar imdad ko aya karte hai

Hai Shgal hamara sham o Sehar aur naz sikandar qismat per
Ke mehfil mein Rasool e Akram ki hum naat sunaya karty hain

Jo ishq e Nabi ke Jalwon ko Seenoon main basaya karty hain
Allah ki rehmat ke badal un logon pe saya kartay hain

जो इश्क़-ए-नबी के जल्वों को सीनों में बसाया करते हैं
अल्लाह की रहमत के बादल उन लोगों पे साया करते हैं

जो इश्क़-ए-नबी के जल्वों को सीनों में बसाया करते हैं

जब अपने ग़ुलामों की आक़ा तक़दीर जगाया करते हैं
जन्नत की सनद देने के लिए रोज़े पे बुलाया करते हैं

जो इश्क़-ए-नबी के जल्वों को सीनों में बसाया करते हैं

गिर्दाब-ए-बला में फंस के कोई तयबा की तरफ जब तकता है
सुलतान-ए-मदीना ख़ुद आ कर कश्ती को तिराया करते हैं

जो इश्क़-ए-नबी के जल्वों को सीनों में बसाया करते हैं

मख़्लूक़ की बिगड़ी बनती है, ख़ालिक़ को भी प्यार आ जाता है
जब बहर-ए-दुआ महबूब-ए-ख़ुदा हाथों को उठाया करते हैं

जो इश्क़-ए-नबी के जल्वों को सीनों में बसाया करते हैं

ऐ दौलत-ए-इरफ़ाँ के मंगतो ! उस दर पे चलो जिस दर पे सदा
दिन-रात ख़ज़ानें रहमत के सरकार लुटाया करते हैं

जो इश्क़-ए-नबी के जल्वों को सीनों में बसाया करते हैं

है शुग़्ल हमारा शाम-ओ-सहर और नाज़ सिकंदर क़िस्मत पर
महफ़िल में रसूल-ए-अकरम की हम नात सुनाया करते हैं

नातख्वां:
मुहम्मद ओवैस रज़ा क़ादरी

Leave a Comment