Jo Hijr E Nabi Mein Rote Hain Lyrics

Jo hijr e nabi mein rote hain
wo dar pe bhulay jaate hain
deedar ki nimat milti hai
har shay jo lutay jaate hain

sarkaar ki pyaari ghaliyoun mein
kya lutf hai unki taliyoun mein
jibril ameen se poocho zara
jo lutf uthaay jaate hain

sarkaar ki midhat ka yeh sila
deta hai mujhe youn mera khuda
mein naate nabi jab parta/sunta hu
mere ayeb mithay jaate hain

mein naate nabi jab liktha hun
jibril madad ko aate hain
touseef nabi ke yeh unwaan
jannat se mangwaay jaate hain

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,639 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,570 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,291 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,195 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,080 views

Leave a Comment