Janam Fida E Haideri Ya Ali Ali Ali Naat Lyrics
Janam Fida E Haideri Ya Ali Ali Ali
Janam Fida E Haideri Ya Ali Ali Ali
Hai Muhammad Mera Dil Tu Seena Ali
Mere Jinay Ka Waheed Qareena Ali
Deen -e- Islam Ka Ha Nagina Ali
Haq Ki Manzil Ka Pehla Hai Zeena Ali
Dasht Mai Abru Ka Pehla Qatra Ali
Mera Murshad B Aaqa B Mola Ali
Ali Mola Ali
Har Su Saday -e- Haideri
Ya Ali Ali Ali
Jaanam Fida -e- Haideri Ya Ali Ali Ali
Subha Say Sham Tak Har Paher Har Ghari
Lab Py Apnay Rahy Nar-e- Haideri
Yani Khyber Shikan Yani Mushkil Kusha
Bad-e- Yezdan K Hai Dosra Aasira
Mai Musibat Mai Ab Qun Parishan Rahon
Gham Ke Maron Ka Hai Tu Sahara Ali
Ali Mola Ali Ramz -e- Baqa-e-hashmi
Ya Ali Ali Ali
Jaanam Fida -e- Haidari Ya Ali Ali Ali
Janaam Fida E Haideri Ya Ali Ali Ali
Jaanam Fidaye Haideri Ya Ali Ali Ali
💫FAZAIL O MANAKIB E HAZRAT ALI IBN ABU TALIB..✍🏻*_“`
🌹●⚬🌹⚬🌹◆🌹⚬🌹⚬●🌹
•┈┈┈┈•••••✦◆✿◆✦••••┈┈┈┈•
📚🇭🇦🇩🇪🇪🇸📚
•┈┈┈┈•••••✦◆✿◆✦••••┈┈┈┈•
_*📃💎📃FAZAIL O MANAKIB E Aliyul Murtaza Karmallahu Wajjah Virtues of Maula Ali Radi Allaho Anho Hazrat E HAZRAT ALI ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﻋﻨﻪ ka Mukhtasar Tarruf Aur Aap ki Wiladat Ka Bayan*_
_*📃🌹📃Hazrat Ali ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﻋﻨﻪ ki Wiladat Ailaan e Nabuwat k 10 Saal Kabl yaani Jab Huzoor Nabi E REHMAT ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺁﻟﻪ ki Umr Mubarak 30 Baras thi Tab Huwi.*_
_*🗓🌹13 Rajjabul Murajjab Baroz E Juma Ko Huwi. Aap Ki Wiladat Khana E Kaaba Me Huwi.*_
_*📒Reference : (Imam Hakim Al Mustadrak, Vol : 04, Pg : 611, Hadees : 6018)*_
_*📃🌹📃Hazrat Ali ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﻋﻨﻪ k Walidain Hazrat Abu Talib aur Walida Hazrat Fatima bint E Asad Radi Allaho Anha hai.*_
_*🌷💠🌷Hazrat Ali ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﻋﻨﻪ ka Naam “HAIDAR” unki walida ne Apne Walid Yaani Hazrat Ali k naam pe Haidar Rakha.*_
_*⚜🌷⚜Hazrat Abu Talib ne aapka Naam “ALI” rakha. Hazrat Ali ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﻋﻨﻪ k Dusre Naam jaise “ASADULLAH – ALLAH KA SHER” , “KARRAR – PALAT PALAT K HAMLA KARNE WAALA ”*_
_*💫📃💫“MURTAZA – CHUNA HUWA (SELECTED)” “MAULA MUSHKIL KUSHA” ye aapke mashoor alkabat hai..✍🏻*_
_*📕(Miratul Manajih Shara E Mishqat Al Masabih, Vol :8, Pg :412)*_
_*🌟💠🌟“ABU TURAB” aur “ABUL HASAN” ye aapki kunniyat hai.✍*_
🌹●⚬🌹⚬🌹◆🌹⚬🌹⚬●🌹
•┈┈┈┈•••••✦◆✿◆✦••••┈┈┈┈•
📚🇭🇦🇩🇪🇪🇸📚
•┈┈┈┈•••••✦◆✿◆✦••••┈┈┈┈•
_*🔮🌹Hazrat Usman Zunoorain ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﻋﻨﻪ k Shahadat k baad Aap ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﻋﻨﻪ khilafat k mansab pe kayam huwe aur 04 saal 09 mahina 08 din aap Masnad e Khilafat Par Rahe aur 17 ya 19 Ramzanul Mubarak ko Ibn Mulzim Kharji k haatho Aap ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﻋﻨﻪ jakhmi huwe aur 21 Ramzan Sharif ko Aap ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﻋﻨﻪ ki sahadat Huwi.*_
_*📒References : (Imam Ibn Aseer Asadul Gaba Fi Marifat E Sahaba, Vol : 04, Pg : 128,132)*_
_*📗(Imam Jalaludin Suyuti At Tarikhul Khulfa, Pg : 132)*_
_*(📖Shah Waliullah Muhadis Dahelvi , Al Izalatul Khafa’n Khilafatul Khulafa, Vol : 04, Pg : 405)*_
_*(📗Marifat E Sahaba, Vol : 01, Pg : 100)*_
_*🌹🔮🌹HAZRAT ALI ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﻋﻨﻪ ka Aankh Kholna Sabse Pahle Deedar E Mustafa ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺁﻟﻪ Karna Aur Maula E Kainat Ki PEHLI GIZA Hazrat Fatima bint E Asad Radi Allaho Anha farmati hai Jab Hazrat Ali Ki Paida Huwe To Huzoor ne Hazrat Ali ko Apni Jaban e Mubarak Chusne Ki Hazrat Ali ne Chusa Aur Neend Me Chale gaye phir Agla Din Aaya Humne Doodh Pilane K Liye ek Dai Ko Bulaya Aap Ne Dudh Na Piya Jab Ye Baat Nabi E Rehmat Ko Pata Chali Aap ne Dobara Aapne Waisa Hi Kiya Hazrat Ali Phir Neend me Chale Gaye Ye Maamla Chalta Raha Jab Tak ALLAH Taala Ne Chaha*_
_*(📕Seerat E Halbiya Vol : 01, Pg : 382)*_
*🌟💠🌟HAZRAT ALI ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﻋﻨﻪ ki Kunniyat Aur Alkabat Honourable Name✍*_
🌹●⚬🌹⚬🌹◆🌹⚬🌹⚬●🌹
•┈┈┈┈•••••✦◆✿◆✦••••┈┈┈┈•
📚🇭🇦🇩🇪🇪🇸📚
•┈┈┈┈•••••✦◆✿◆✦••••┈┈┈┈•
📜⚜ABUL HASAN KUNNIYAT :⚜📜
🌷💦🌷Nabi E KARIM ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺁﻟﻪ ki Sabse Chaheti Beti Hazrat Fatima Radi Allaho Anha, Hazrat Maula E Kainat Aliyul Murtaza
🌷⚜🌷ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﻋﻨﻪ k Saath Farmaya Aur Aapke Bade Bete Imam Hasan bin Ali ki Nisbat Se Aap Ko ‘ABUL HASAN’ Kaha Jaata Tha.
(📕Imam Jalaludin Suyuti Tareekul Khulfa, Pg : 132)
📜⚜ABU TORAB KUNNIYAT :⚜📜
•┈┈┈┈•••••✦◆✿◆✦••••┈┈┈┈•
📚🇭🇦🇩🇪🇪🇸📚
•┈┈┈┈•••••✦◆✿◆✦••••┈┈┈┈•
_*🌹🌷🌹Hazrat Sahl Bin Saad ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﻋﻨﻪ Se Rivayat Hai “Ek Din Hazrat Ali ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﻋﻨﻪ Hazrat Sayyada Kaynaat Radi Allaho Anha K Pass Gaye Aur Phir Masjid E Nabvi me Aake Let Gaye.*_
_*💦🌼💦Jab Huzoor Nabi E Karim ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺁﻟﻪ Pahuche To Sayyada Kainat Se Pucha Ali Kaha Hai ?*_
_*📜⚜Farmaya Masjid Gaye Hai. Nabi E Rehmat ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺁﻟﻪ Masjid E Nabvi Pahuche Aur Dekha To Hazrat Ali Wahi Lete The Aapki Chadar Hat Gayi Thi Jis Se Peet Mitthi Se Aaluda Hogayi.*_
_*🌹💎Nabi E Karim Apne Hath Mubarak Se Unki Mitthi Jhadne Lage Aur 02 Baar Farmaya*_
*ﻗُﻢْ ﺃَﺑَﺎ ﺗُﺮَﺍﺏٍ، ﻗُﻢْ ﺃَﺑَﺎ ﺗُﺮَﺍﺏٍ*
_*🌸💧‘AYE ABU TORAB utho ! AYE ABU TORAB Utho’*_
_*📗Reference : (Sahi Bukhari, Vol : 01, Pg : 161, Kitab No 08, Kitabus Salat, Baab : Masjid Me Mard K Sone Ka Bayan, Hadees : 441 “English -Book No :08, Hadees : 90”)📗*_
_*⚜🌷⚜Jab Nabi E Karim ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺁﻟﻪ ne Maula E KAYNAAT ko ye Lakab se Pukara Uske baad se Hazrat Ali Ko Sabse Pasandida Naam Yehi hogaya…✍🏻*_
_*🌟💠🌟HAZRAT ALI ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﻋﻨﻪ ki Kunniyat Aur Alkabat Honourable Name✍*_
🌹●⚬🌹⚬🌹◆🌹⚬🌹⚬●🌹
💕🔮💕Hazrat Aliyul Murtaza ko Sabse Pasand Naam ABU TORAB Hogaya..✍🏾
•┈┈┈┈•••••✦◆✿◆✦••••┈┈┈┈•
📚🇭🇦🇩🇪🇪🇸📚
•┈┈┈┈•••••✦◆✿◆✦••••┈┈┈┈•
_*🌷🌹”Hazrat Sahl Bin Saad ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﻋﻨﻪ farmate Hai Hazrat Ali ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﻋﻨﻪ Ko Sabse Pasandida Naam ABU TORAB Tha Jab Bhi Hum Unhe ABU TORAB Kehke Bulate Wo Khush Hojate”*_
_*📗Reference : (Sahi Bukhari, Vol : , Pg : , Kitab No 78, Kitabul Adab, Hadees : 6204 “English – Book No : 78, Hadees : 228”📗)*_
_*📕(Sahi Bukhari Hadees :6280, “English No : Book No 79, Hadees : 54”)📕*_
_*📚(Imam Bukhari Al Adabul Mufrad, Vol : 01 Pg : 440, Hadees : 852)📚*_
_*📜⚜👉🏻Isi trah se Aapka Ye Naam Abu Torab Mashoor huwa chunki Ye Naam Huzoor ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺁﻟﻪ ne ata kiya tha isliye ab iske maane ko dekhe to iska matlab Hai “Mitthi k Baap – Father of Soil” to ab koi jaahil iska direct meaning le aur kahe k dekho dekho ALI Mithhi k baap hai Jabki ALLAH taala Ne to*_
_*🌹🔮🌹ASHRAFUL MAKHLOOKAT banaya hai to yakinan kaha jayga ye pagal insaan hai.*_
_*📜⚜👉🏻Ussi tarah bataur e Aazizi Ulma Fukaha Khud ko SAG kahte hai iska matlab ye nhi hota k wo hakikat k SAG hogye balki ye bataur e Aazizi aur inkesari hai k SAG ki wafadari AULIA se kitni azeem hai iska ek jhalak dekhna ho to bas yaha waha ki Kitab nhi warna kahenge k ye kisse kahani le aaye QURAN SURAH KAHAF 10 baar ek ek aayat gor se padhle samajh aajaye to kayamat tak kabhi SAG kehne pe aitraaz nahi karnge badmazhab..✍🏻*_