Jalwa e Wadduha dekhte reh gaye Naat Lyrics
Dekhte reh gaye Dekhte reh gaye
Jalwa e Wadduha dekhte reh gaye
Husne badrudduja dekhte reh gaye
Jalwa e Wadduha dekhte reh gaye
Husne Iqra to dekha tha jibreel ne
Ham toh gaare hira dekhte reh gaye
Jalwa e Wadduha dekhte reh gaye
Husne badrudduja dekhte reh gaye
Arsh par pahunche aaqa toh ruhe ameen
Sidratul muntaha dekhte reh gaye
Jalwa e Wadduha dekhte reh gaye
Husne badrudduja dekhte reh gaye
Chand do tukde ho kar tasadduk hua
Dushmane mustafa dekhte reh gaye
Jalwa e Wadduha dekhte reh gaye
Husne badrudduja dekhte reh gaye
Roohe roshan pe zulfein siya dekh kar
Ham duha aur saja dekhte reh gaye
Jalwa e Wadduha dekhte reh gaye
Husne badrudduja dekhte reh gaye
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...8,201 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...2,452 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,546 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,503 views