Ishq Se Malamal Hote Hain | Un Ke Naukar Kamal Hote Hain

इश्क़ से माला-माल होते हैं | उन के नौकर कमाल होते हैं / Ishq Se Malamal Hote Hain | Un Ke Naukar Kamal Hote Hain
कमाल होते हैं, कमाल होते हैं
कमाल होते हैं, कमाल होते हैं

‘इश्क़ से माला-माल होते हैं
उन के नौकर कमाल होते हैं

कमाल होते हैं, कमाल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

अपने मँगतों के सर पे शाम-ओ-सहर
बीबी ज़हरा के लाल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

‘इश्क़ से माला-माल होते हैं
उन के नौकर कमाल होते हैं

मेरे लजपाल के सख़ी दर से
सब के पूरे सवाल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

कमाल होते हैं, कमाल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

उन का सदक़ा जो लोग खाते हैं
वही टुकड़े हलाल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

‘इश्क़ से माला-माल होते हैं
उन के नौकर कमाल होते हैं

‘इश्क़-ए-ख़ैर-उल-वरा में जब देखो
आगे आगे बिलाल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

कमाल होते हैं, कमाल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

‘आशिक़ों को, सुहैल फ़ारूक़ी !
यार ही के ख़याल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

‘इश्क़ से माला-माल होते हैं
उन के नौकर कमाल होते हैं

शायर:
सुहैल कलीम फ़ारूक़ी

ना’त-ख़्वाँ:
उमैर ज़ुबैर

 

kamaal hote hai.n, kamaal hote hai.n
kamaal hote hai.n, kamaal hote hai.n

‘ishq se maala-maal hote hai.n
un ke naukar kamaal hote hai.n

kamaal hote hai.n, kamaal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

apne mangto.n ke sar pe shaam-o-sahar
bibi zahra ke laal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

‘ishq se maala-maal hote hai.n
un ke naukar kamaal hote hai.n

mere lajpaal ke saKHi dar se
sab ke poore sawaal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

kamaal hote hai.n, kamaal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

un ka sadqa jo log khaate hai.n
wohi Tuk.De halaal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

‘ishq se maala-maal hote hai.n
un ke naukar kamaal hote hai.n

‘ishq-e-KHair-ul-wara me.n jab dekho
aage aage bilaal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

kamaal hote hai.n, kamaal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

‘aashiqo.n ko, Suhail Farooqi !
yaar hi ke KHayaal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

‘ishq se maala-maal hote hai.n
un ke naukar kamaal hote hai.n

Poet:
Sohail Kaleem Farooqi

Naat-Khwaan:
Umair Zubair

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...360 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...243 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...237 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...190 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...171 views

Leave a Comment