Hakeem-ul-Ummat Allama Iqbal Ka Yeh Nihayat Hi Baseerat-Afrze Kalam Insani Khudi Aur Haqeeqat-E-Deen Ki Tarjuman-E-Karta Hai.
Is Khoobsurat Qataa Ke Zariye Allama Iqbal Ne Sachay Momin Aur Rasm-Parast Mullah Ke Darmiyan Ke Farq Ko Bayan Kiya Hai.
Aaiye Is Pyari Aur Falsafiyana Tehreer Ke Zariye Apne Dilon Ko Deen-E-Haq Ki Sachai Se Roshan Karein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Andaz-e-Bayan Gharche Bohat Shokh Nahin Hai |
| Poet / Writer | Allama Iqbal |
| Category | Sufi Kalam / Qataa |
| Naatkhawan / Reciter | Zia Mohyeddin |
Naat Lyrics in Roman
Andaz-e-Byan Gharche Bohat Shaukh Nahin Hai
Shaid Ke Utar Jaye Tere Dil Mein Meri Baat
Ya Wusaat-e-Aflak Mein Takbeer-e-Musalsal
Ya Khak Ke Aghosh Mein Tasbeeh-o-Munajat
Woh Mazhab-e-Mardan-e-Khud Agah-o-Khuda Mast
Ye Mazhab-e-Mullah-o-Jamadat-o-Nabataat
Naat Lyrics in Hindi
अंदाज़-ए-बयाँ गरचे बहुत शोख़ नहीं है
शायद कि उतर जाए तिरे दिल में मिरी बात
या वुसअत-ए-अफ़्लाक में तकबीर-ए-मुसलसल
या ख़ाक के आग़ोश में तस्बीह-ओ-मुनाजात
वो मज़हब-ए-मर्दान-ए-ख़ुद आगह-ओ-ख़ुदा मस्त
ये मज़हब-ए-मुल्ला-ओ-जमादात-ओ-नबातात
Naat Lyrics in Urdu
اندازِ بیاں گرچہ بہت شوخ نہیں ہے
شاید کہ اتر جائے ترے دل میں مری بات
یا وسعتِ افلاک میں تکبیرِ مسلسل
یا خاک کے آغوش میں تسبیح و مناجات
وہ مذہبِ مردانِ خود آگاہ و خدا مست
یہ مذہبِ ملا و جمادات و نباتات