Huzoor Aa Gaye Hain Rabi ul Awal Naat Lyrics

Huzoor Aa Gaye Hain Rabi ul Awal Naat Lyrics

 

 

 

Falak ke naazaro, zameen ki bahaaro
Sub Eidein manao Huzoor agaye hain
Uttho bay saharo chalo gham ky maaro
khabar ye sunao Huzoor agaye hain
Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain

Anokha niraala Woh zee shaan ayaa
Woh saray Rasoolaun ka Sultan ayaa
Anokha niraala Woh zee shaan ayaa
Woh saray Rasoolaun ka Sultan ayaa

Aray kaj kula’ho aray baadshaho
Nigahein jhukao Huzoor agaye hain
Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain

Huwaa char su Rahmataun ka ba’sayra
Ujaala ujaala’ sawera, sawera
Huwaa char su Rahmataun ka ba’sayra
Ujaala ujaala’ sawera, sawera

Halima (R.A) ko pohnchi khabar Aaminah (R.A) ki
Mere ghar main aao, Huzoor agaye hain
Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain

Anokha niraala woh zee shaan ayaa
Woh saray Rasoolaun ka Sultan ayaa
Anokha niraala woh zee shaan ayaa
Woh saray Rasoolaun ka Sultan ayaa

Aray baadshaho aray kaj kula’ho
Nigahein jhukao Huzoor agaye hain
Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain

Huwaa char su Rahmataun ka ba’sayra
Ujaala ujaala, sawera sawera
Huwaa char su Rahmataun ka ba’sayra
Ujaala ujaala, sawera sawera

Halima ko pohnchi khabar Aaminah ki
mere ghar main aao Huzoor agaye hain
Huzoor agaye hain

Hawaun mein jazbaat hain Marhaba ky
fizaun mein naghmaat Salle’Alla ky
Hawaun mein jazbaat hain Marhaba ky
fizaun mein naghmaat Salle’Alla ky

Daroodaun ke gajrey salamaun ke tohfay
Ghulamo sajaao, Huzoor agaye hain
Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain

Sama hai sana e Habeeb e Khuda ka
Yeh Milad hai Sarwaray Ambiya ka
Sama hai sana e Habeeb e Khuda ka
Yeh Milad hai Sarwaray Ambiya ka
Nabi kay gadao, sab eik doosray ko
Mubarak yeh sunao, Huzoor agaye hain

Falak ke naazaro, zameen ki bahaaro
Sub Eidein manao Huzoor agaye hain
Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain
Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain

 

 

फलक के नज़रो, ज़मीन की बहारो
सब ईदें मनाओ हुज़ूर आये हैं
उठो बे सहो चलो गम की मारो
खबर ये सुनाओ हुज़ूर आए हैं
हुज़ूर आए हैं, हुज़ूर आए हैं

अनोखा निराला वो जी शान आया
वो सारे रसूलों का सुल्तान आया
अनोखा निराला वो जी शान आया
वो सारे रसूलों का सुल्तान आया

अरय काज कुलहो आरे बादशाहो
निगाहें झुको हुजूर आए हैं
हुज़ूर आए हैं, हुज़ूर आए हैं

हुआ चार सु रहमतों का बसयरा
उजाला उजाला ‘सवेरा, सवेरा’
हुआ चार सु रहमतों का बसयरा
उजाला उजाला ‘सवेरा, सवेरा’

हलीमा (R.A) को पोहंची खबर आमिना (R.A) किस
मेरे घर में आओ, हुजूर आए हैं
हुज़ूर आए हैं, हुज़ूर आए हैं

अनोखा निराला वो जी शान आया:
वो सारे रसूलों का सुल्तान आया
अनोखा निराला वो जी शान आया:
वो सारे रसूलों का सुल्तान आया

आरे बादशाहो आरे काज कुलहो
निगाहें झुको हुजूर आए हैं
हुज़ूर आए हैं, हुज़ूर आए हैं

हुआ चार सु रहमतों का बसयरा
उजाला उजाला, सवेरा सवेरा
हुआ चार सु रहमतों का बसयरा
उजाला उजाला, सवेरा सवेरा

हलीमा को पोहंची खबर आमिनाह की
मेरे घर में आओ हुजूर आए हैं
हुज़ूर आये हैं

हवा में जज्बात है मरहबा क्यों
फ़िज़ौं में नगमात सल्ले’अल्ला क्यों
हवा में जज्बात है मरहबा क्यों
फ़िज़ौं में नगमात सल्ले’अल्ला क्यों

दरूदाऊं के गजरे सलामों के तोहफे
गुलामो सजाओ, हुजूर आए हैं
हुज़ूर आए हैं, हुज़ूर आए हैं

समा है सना ए हबीब ए खुदा का
ये मिलाद है सर्वराय अंबिया का
समा है सना ए हबीब ए खुदा का
ये मिलाद है सर्वराय अंबिया का
नबी के गदाओ, सब एक दोसरे को
मुबारक ये सुनाओ, हुजूर आए हैं

फलक के नज़रो, ज़मीन की बहारो
सब ईदें मनाओ हुज़ूर आये हैं
हुज़ूर आये हैं, हुज़ूर आए हैं
हुज़ूर आये हैं, हुज़ूर आए हैं

 

 

  • MAIN MUDDAT SE IS AAS PAR JEE RAHI HOON NAAT LYRICS
  • MAIN MANGTA HAAN TERE ISHQ DA NAAT LYRICS
  • PHIR KE GALI GALI TABAH NAAT LYRICS
  • ROK LETI HAI AAPKI NISBAT NAAT LYRICS
  • RIFAAT E SUBHE SAADAT ZINDABAD NAAT LYRICS
  • RABBANA YA RABBANA NAAT LYRICS
  • DIL KO UNSE KHUDA JUDA NA KARE NAAT LYRICS
  • DIL KI DUNIYA KO SAJAO AAQA NAAT LYRICS
  • MAIN TO MILADI HOON NAAT LYRICS
  • DELHI RAJASTHAN TUMHARA YA KHWAJA NAAT LYRICS
  • DEKAR KHUDA KO JAAN KI KIMAT NAAT LYRICS
  • DARPESH HO TAIBA KA SAFAR KAISA LAGE GA NAAT LYRICS
  • DARE NABI PAR PARA RAHOON GA NAAT LYRICS
  • NABI NABI NABI NABI NAAT LYRICS
  • UTHA DO PARDA DIKHA DO CHEHRA NAAT LYRICS
  • NABI KA AASTAN HO OR MERA SAR HO TO KIA KEHNA NAAT LYRICS
  • NABI KA JASHN AAYA NAAT LYRICS
  • NAAT SARKAR KI PARTA HOON MEIN NAAT LYRICS
  • NA KALEEM KA TASAWAR NA KHIYAAL-E-TUR-E-SINAA NAAT LYRICS
  • NA KAHIN SE DOOR HAIN MANZILAIN NAAT LYRICS
  • NA HO ARAM JIS BIMAR KO SARE ZAMANE SE NAAT LYRICS
  • NA DOLAT DE NA SHOHRAT DE NAAT LYRICS
  • NA CHEDO ZIRK E JANNAT NAAT LYRICS
  • NA AASMAAN KO YUN SAR KASHEEDA HONA THA NAAT LYRICS
  • ZAMEEN MAILI NAHI HOTI NAAT LYRICS
  • ZAHE BAKHT MIL JAYE WO AASTANA NAAT LYRICS
  • ZAER-E-KOAY JINNAH AAHISTA CHAL NAAT LYRICS
  • ZARRAY JHAR KAR TERI PEZARON KAY NAAT LYRICS
  • ZENATO SAJDA-O BAZME QAZA MILTA NAHI NAAT LYRICS

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...245 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...131 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...111 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...106 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...99 views

Leave a Comment