Hum Tere Se Aisa Pyar Karte Hain Lyrics

Hum Tere Se Aisa Pyar Karte Hain Lyrics

 

 

Sallallah ’ala Muhammad
Hum tere se aisa pyar karte hain

Hum sab jaante hain, Insaano mein tere jaisa koi nahin hain,
Hum Sab Maante hain, Teri azmat ka hum ko aur Allah ko aisa yaqeen hai

Tu hi Sadiq hai tu hi Amin hai
Jaanta asmaan aur zameen hai

Aey Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) tujhey salaam (4)
Hum tere se aisa pyar karte hai
Sallallah ’ala Muhammad (4)

Ghaare Hira se jo nikli awaaz, Phaili jahan mein phir sach ki pukaar
Zulmat ke but ko kiya pash pash,
Insaan ka sab se bada rahnuma tu, Jahaan pe hai tere karam beshumaar

Ghareebo ka saathi, yateemon ka baap,
Be-qasson ka Sahara, sakhi be hisaab

Khuda ki khudai ko samjhane wala
Zalim ke seene pe hai-badd ka saaya
Baaqi jahan ke liye sirf pyar

Ham sab jaante hai, insaano mein tere jaisa koi nahin hai, Hum sab maante hain, Teri azmat ka hum ko aur Allah ko aisa yaqeen hai.
Tu hi Sadiq hai tu hi Amin hai
Jaanta asmaan aur zameen hai

Aa Mil Yaar Saar Le Meri Jaan Lyrics

Aah Jaati Hai Falak Par Raham Laane K Liye Lyrics

Aah Poora Mere Dil Ka Kabhi Arman Hoga Lyrics  

Aah Poora Mere Dil Ka Kabhi Arman Hoga 

Aah Ya Ghaus Imdad Kun Urdu Lyrics

Aaj Aaye Nabiyon Ke Sardar Marhaba Lyrics

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,705 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,598 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,300 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,202 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,101 views

Leave a Comment