Har Su Charcha Hai Aaj Shabbar Ka Naat Lyrics
Har Su Charcha Hai Aaj Shabbar Ka
Har Zuban Par Hai Name Shabbar Ka
Wo Nawasa Hai Mere Aaqa ka
Or Haidar Hai Baba Shabbar Ka
Aaj mehfil Saji hai Shabbar ki
Zikr Hota hai aaj Shabbar Ka
Jis ko Shabbir Khud Kahe Aaqa
Jo Biradar Hai Mere Shabbar Ka
Urs E Shabbar Hai Tum Suno Logo
Zikr Ho Subh Wo Sham Shabbar Ka
Gaus O Rizkullah hai Un ke Shahezade
Or Mahin Hafeed Shabbar Ka
Gaus E Aazam Hai Un ke Shahezade
Or “Mahin” Hafeed Shabbar Ka
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,294 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,985 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,952 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,634 views
Jinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam LyricsJinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam Lyrics Jinki Maa Fatima Aur...2,115 views