Hamein Aksar Madine Madine Mein Bulana Lyrics

Hamein Aksar Madine Madine Mein Bulana Lyrics

Humein aksar madinay main bula na rehmaten aalam.
Bula na phir bula na phir bula na rehmaten aalam.
.
Rahy bas ap k faizo karam ka silsila jari
Madina ly k aye aabo dana rehmaten aalam
.
Nazar jb gunbade khazra p pohachi ashk beh nilly
Huzoori ki he lazzat phir chakhana rehmaten aalam
.
Nazr jb jaliyon k Samne sajdy me jhuk jaye
Humein apni mohobat me rulana rehmaten aalam
.
Mein jb loutun toy dil me yaad-e taiba raqs krti ho
Mujhy phir jald hi wapas bulana rehmaten aalam
.
Dam-e akhir yehi hasrat hai aqa qalb-e-anjum ki
Mujhy bhi chehrae Anwar dikhana rehmaten aalam.
..bara-e- isaal-e- sawab

Molana Abdul Hameed Bhashani
Lyrics Submitted by Muhammad Jawad arfi

 

 

Hamein Aksar Madine Madine Mein Bulana Lyrics
Hamein Aksar Madine Madine Mein Bulana Lyrics

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,166 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,592 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,044 views

Leave a Comment