Hai Chaman Hee Chaman Madine Naat Lyrics

Hai Chaman Hee Chaman Madine Naat Lyrics

 

Hai chaman hi chaman, madinay mey
Unki deykho phaban, madinay mey

Sari Duniya he anjuman unki
zinatay anjuman madiney may

CHORUS:
Hai chaman hi chaman, madinay mey
Unki deykho phaban, madinay mey

aarzo hey yeh di me ban jaaye
kaash mera watan madinay may

Chorus

Mujh ko le jaye gaa zaroor ek din,
mera diwana pan, madinay me

Chorus

Khakkey taiba ka do, kafan mujh ko
Mujho kardo dafan, madinay

Chorus

baalopar jo mujhe aka ho jay
Urke jaaoo abhi, madinay may

Chorus

Jis pe rizwan he jaano dil se fidan
he wo jannat meri madinay me…

Chorus

ہے چمن ہی چمن مدینے میں
ہے چمن ہی چمن مدینے میں
اُن کی دیکھو پھبن مدینے میں

ساری دُنیا ہے ہر انجمن اُن کی
زینتِ انجمن مدینے میں

آرزو ہے یہ دل میں بن جائے
کاش میرا وطن مدینے میں

ہے سخن ور جہاں میں لاکھوں ہی
آج دارِ سُخن مدینے میں

جدِّ سادات اے ریاضِ حزیں
ہے حسین و حسن مدینے میں

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,353 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...818 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...528 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment