Habeeb-e-Khuda, ‘arsh par jaane waale Naat Lyrics

Habeeb-e-Khuda, ‘arsh par jaane waale Naat Lyrics

 

हबीब-ए-ख़ुदा, ‘अर्श पर जाने वाले
वो इक आन में जा के फिर आने वाले

ख़ुदा को इन आँखों से देख आने वाले
वो तफ़्सील से सैर फ़रमाने वाले

वो इक आन में जा के फिर आने वाले

हबीब-ए-ख़ुदा, ‘अर्श पर जाने वाले

वो अक़्सा में मे’राज की शब पहुँच कर
इमामत नबियों की फ़रमाने वाले

वो इक आन में जा के फिर आने वाले
हबीब-ए-ख़ुदा, ‘अर्श पर जाने वाले

इशारे से उन के क़मर के हुए दो
ये हैं दम में सूरज को लौटाने वाले

वो इक आन में जा के फिर आने वाले
हबीब-ए-ख़ुदा, ‘अर्श पर जाने वाले

रहा उन के माथे शफ़ा’अत का सेहरा
यही हैं गुनाहों के बख़्शाने वाले

वो इक आन में जा के फिर आने वाले
हबीब-ए-ख़ुदा, ‘अर्श पर जाने वाले

दुआ है कि अहबाब में हो ये चर्चा
जमील अब मदीने को हैं आने वाले

वो इक आन में जा के फिर आने वाले
हबीब-ए-ख़ुदा, ‘अर्श पर जाने वाले

शायर:
मौलाना मुहम्मद जमीलुर्रहमान रज़वी

नात-ख़्वाँ:
मुहम्मद वक़ार अत्तारी

 

Habeeb-e-Khuda, ‘arsh par jaane waale
Wo ik aan me jaa ke phir aane waale

Khuda ko in aankho.n se dekh aane waale
Wo tafseel se sair farmaane waale

Wo ik aan me jaa ke phir aane waale
Habeeb-e-Khuda, ‘arsh par jaane waale

Wo aqsa me.n me’raaj ki shab pahunch kar
imaamat nabiyo.n ki farmaane waale

Wo ik aan me jaa ke phir aane waale
Habeeb-e-Khuda, ‘arsh par jaane waale

ishaare se un ke qamar ke hue do
ye hain dam me sooraj ko lautaane waale

Wo ik aan me jaa ke phir aane waale
Habeeb-e-Khuda, ‘arsh par jaane waale

Raha un ke maathe shafaa’at ka sehra
Yahi hain gunaaho ke bakhshaane waale

Wo ik aan me jaa ke phir aane waale
Habeeb-e-Khuda, ‘arsh par jaane waale

Duaa hai ki ahbaab me ho ye charcha
Jameel ab madeene ko hai.n aane waale

Wo ik aan me jaa ke phir aane waale
Habeeb-e-Khuda, ‘arsh par jaane waale

 

 

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,352 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...525 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment