Gosha E Tanhai Lyrics

Gosha e Tanhai Lyrics In English

Artist: Mufti Abdullah Bin Awwas
Lyrics: Mufti Muhammad Taqi Usmani

हिन्दी लिरिक्स

Darad Se,Yaadon Se, Ashqon Se shana-Saayi Hai
Kitna Aabad Mera Gosha e Tanhaai Hai

 

Khar To Khar Hain Kuch Gul Bhi Khafa Hain Mujhse
Maine Kaanton Se Ulajhne Ki Saza Paai Hai

Kitna Aabad Mera Gosha e Tanhaai Hai

 

Darad Se,Yaadon Se, Ashqon Se shana Saayi Hai
Kitna Aabad Mera Gosha e Tanhaai Hai

 

Mere Peechhe To Hai Har Aan Ye Khalqat Ka Wajood
Ab Khuda Jane Ke Ye Izzat Hai Ke Ruswaayi Hai

Kitna Aabad Mera Gosha e Tanhaai Hai

 

Darad Se,Yaadon Se, Ashqon Se shana Saayi Hai
Kitna Aabad Mera Gosha e Tanhaai Hai

 

Haath Neki Se Tahi Sar Pe Gunahon Ke Pahad
Sab Sahi Dil Ye Magar Tera Hee Shaidaai Hai

Kitna Aabad Mera Gosha e Tanhaai Hai

 

Darad Se,Yaadon Se, Ashqon Se shana Saayi Hai
Kitna Aabad Mera Gosha e Tanhaai Hai

 

Foonk Kar Sari Tamannaon Ke Daftar Ye Dil
Ab To Bas Teri Tamanna Ka Tamannai Hai

Kitna Aabad Mera Gosha e Tanhaai Hai

 

Darad Se,Yaadon Se, Ashqon Se shana Saayi Hai
Kitna Aabad Mera Gosha e Tanhaai Hai

 

Unka Deedar Taqi Kaisa Qayamat Hoga
Jab Faqat Unke Tasawwur Me Ye Raanai Hai

Kitna Aabad Mera Gosha e Tanhaai Hai

 

Darad Se,Yaadon Se, Ashqon Se shana Saayi Hai
Kitna Aabad Mera Gosha e Tanhaai Hai

 

Gosha e Tanhai Lyrics

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,150 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,587 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,037 views

Leave a Comment