Gause Aazam Ki Azmat Pe Laakhon Salaam
Gause Aazam Ki Azmat Pe Laakhon Salaam
Aap Ki Shaan O Shaukat Pe Laakhon Salaam
Deed Aisi Ke Dil Aaine Ban Gaye
Unki Noorani Soorat Pe Laakhon Salaam
Chor Ko Di Muaafi Wali Kar Diya
Is Anokhi Sakhawat Pe Laakhon Salaam
Jis Se Pyaare Nabi Tak Rasaayi Hui
Us Wali Saaz Nisbat Pe Laakhon Salaam
Dekh Kar Jin Ko Daaku Bhi Taaib Huwe
Gause Ki Us Sadaqat Pe Laakhon Salaam
Jis Wilayat Ne Laakhon Wali Kar Diye
Gaus Ki Us Wilayat Pe Laakhon Salaam
Gause Aazam Ki Azmat Pe Laakhon Salaam
Aap Ki Shaan O Shaukat Pe Laakhon Salaam
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,143 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,950 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,928 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,586 views