Eid e Milad un Nabi Hai Dil Bada Masroor Hai Naat Lyrics

 

Eid e Milad un Nabi Hai Dil Bada Masroor Hai Naat Lyrics

 

 

Eid e Milad un Nabi Hai Dil Bada Masroor Hai
Eid Dewaanon Ki Tu Bara Rabi Un Noor Hai
Is Taraf Jo Noor Hai Tu Us Taraf Bhi Noor Hai
Zarra Zarra Sub Jahaan Ka Noor Sa Ma amoor Hai

Har Malak Hai Shadman Khush Aaj Har Ek Hoor Hai
Haan Magar Shaitan Baham Rufka Bada Ranjoor Hai
Amadey Sarkar Sa Dil Mast Hoi Kafoor Hai
Kiya Zameen Kiya Aasman Har Samt Chaya Noor Hai

Jashne Milad Un Nabi Hai Kyun Na Jhoome Aaj Hum
Muskurati Hain Bahare Sab Faza Purnoor Hai
Gham Ky Badal Chat Gaye Har Gham Ka Maara Jhoom Utha
Aa Gaya Khushiyan Liye Mahe Rabi Un Noor Hai

Aamina Tujh ko Mubarak Shah Ki Milad Ho
Tera Aangan Noor Balkey Ghar Ka Ghar Sub Noor Hai
Hoon Ghulamey Mustafa Attaar Ka Dawa Hai Ye
Kash Aaqa Bhi Ye Farmayen Hume Manzoor Hai

 

 

ईद ए मिलाद उन नबी है दिल बड़ा मसरूर है
ईद दीवानों की तू बड़ा रबी उन नूर है
क्या तारफ जो नूर है तू हम तारफ भी नूर है
जरा जरा सुब जहां का नूर सा मा अमूर है

हर मलक है सदमन खुश आज हर एक हूं
हां मगर शैतान बहम रुफ्का बड़ा रंजूर है
अमेदे सरकार सा दिल मस्त होई कफूर है
किया ज़मीन किया आसमान हर समत छाया नूर है

जश्न मिलाद उन नबी है क्यूं ना झूमे आज हम
मुस्काना है बहारे सब फ़ज़ा पूर्णूर है
गम क्या बादल चाट गए हर गम का मारा झूम उठा
आ गया खुशियां लिए माहे रबी उन नूर है

आमिना तुझ को मुबारक शाह की मिलाद हो
तेरा आंगन नूर बालक घर का घर सु नूर है
हूं गुलामे मुस्तफा अत्तर का दावा है ये
काश आका भी ये फरमाएं हमें मंजूर है

  • Syed Ahmed Kabir Rifai Biography Roman Urdu and English
  • Hazrat Imaam Zain-ul-Aabideen Ali al-Awsat rahmatullahi alaihi
  • Hazrat Ali Radiallahu Anhu – Biography
  • LIFE HISTORY OF TAAJUSH SHARIAH ALIHIRRAHMA
  • Hazrat Makhdoom Syed Auhad-ud-deen Ashraf Jahangir Simnani
  • Hazrat Khwaja Syed Ala-ud-deen Ali Ahmed Sabir Kaliyari rahmatullāhi alaihi
  • Khwaja Moinuddin Chishti History in Hindi

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...245 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...131 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...111 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...106 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...99 views

Leave a Comment