duniya hai ek dasht toh gulzaar aap hain
iss teergi mein qatra e anwaar aap hain
ye bhi sach hai ki aapki guftaar hai jabeen
ye bhi hai haq ke sahib e kirdaar aap hain
o aag aftaab e qayamat ki dhoop mein
mere liye toh saaya e deewaar aap hain
mujhko kisi se haajat e chaaragari nahin
har gham mujhe aziz ke ghamkhaar aap hain
insaan maal o zar ke junoon mein hai mubtila
iss hashar mein ‘Nabeel’ ko darkaar aap hain
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,516 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,533 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,270 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,179 views