Dil Se Hazar Bar Madina Tujhe Salam Lyrics

Dil Se Hazar Bar Madina Tujhe Salam Lyrics

 

Dil Se Hazar Bar Madina Tujhe Salaam

Aaqa Ka Tu Dayar Madina Tujhe Salaam

Lareib Khare Dashte Madina Ke Husn Par

Qurban Lalazaar Madina Tujhe Salaam

Tujhse Mitti Hamesha Meri Bekrariyaan

Tu Dil Ka Hai Qaraar Madina Tujhe Salaam

Tutay Mera Joh Daam To Madina Ho Samne

Yeh Dil Ki Hai Pukaar Madinah Tujhe Salaam

Taiba Se Door Kaise Ujagar Rahe Ga Ab

Mushkil Hai Intizaar Madina Tujhe Salaam

Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam

Aaqa Ka Tu Dayar Madina Tujhe Salaam

 

 

Dil se hazar bar madina tujhe salam lyrics

Dil se hazaar baar madina tujhe salam
Aaqa ka tu dayaar madina tujhe salam

 

दिल से हज़ार बार मदीना तुझे सलाम
आक़ा का तू दयार मदीना तुझे सलाम

 

Laraib khar e dasht e madina ke husn par
Kurban lala zaar madina tujhe salam

 

लारैब ख़ार ए दश्त ए मदीना के हुस्न पर
कुर्बान लालाज़ार मदीना तुझे सलाम

 

Tujhse miti hamesha meri be-qarariyan
Tu dil ka hai qaraar madina tujhe salam

 

तुझसे मिटीं हमेशा मेरी बे-क़रारियां
तू दिल का है क़रार मदीना तुझे सलाम

 

Toote mera jo dam to madina ho samne
Ye dil ki hai pukaar madina tujhe salam

 

टूटे मेरा जो दम तो मदीना हो सामने
ये दिल की है पुकार मदीना तुझे सलाम

 

Taiba se door kaise Ujagar rahega ab
Mushkil hai intizar madina tujhe salam

 

तैबा से दूर कैसे उजागर रहेगा अब
मुश्किल है इन्तिज़ार मदीना तुझे सलाम

 

Dil se hazaar baar madina tujhe salam
Aaqa ka tu dayaar madina tujhe salam

 

दिल से हज़ार बार मदीना तुझे सलाम
आक़ा का तू दयार मदीना तुझे सलाम

 

Dil se hazar bar madina tujhe salam lyrics in hindi

Naat Khan: Muhammad Ashfaq Attari

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...372 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...291 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...270 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...233 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...199 views

Leave a Comment