Dil Mein Kisi Ko Aur Basayaa Nah Jaye Ga Lyrics

दिल में किसी को और बसाया न जाएगा / Dil Mein Kisi Ko Aur Basaya Na Jaega
दिल में किसी को और बसाया न जाएगा
ज़िक्रे-रसूले-पाक भुलाया न जाएगा

वो खुद ही जान लेंगे, बताया न जाएगा
हम से तो अपना हाल सुनाया न जाएगा

दिल में किसी को और बसाया न जाएगा
ज़िक्रे-रसूले-पाक भुलाया न जाएगा

हम को जज़ा मिलेगी मुह़म्मद से इश्क़ की
दोज़ख के आस पास भी लाया न जाएगा

दिल में किसी को और बसाया न जाएगा
ज़िक्रे-रसूले-पाक भुलाया न जाएगा

कहते थे ये बिलाल तशद्दुद पे कुफ्र के
इश्क़-ए-नबी तो दिल से निकाला न जाएगा

दिल में किसी को और बसाया न जाएगा
ज़िक्रे-रसूले-पाक भुलाया न जाएगा

दोज़ख में मैं तो क्या ! मेरा साया न जाएगा
क्यूं के रसूले-पाक से देखा न जाएगा

दिल में किसी को और बसाया न जाएगा
ज़िक्रे-रसूले-पाक भुलाया न जाएगा

रोशन रहेगा दाग़े-फ़िराक़े-शहे-उमम
ये वो चराग़ है जो बुझाया न जाएगा

दिल में किसी को और बसाया न जाएगा
ज़िक्रे-रसूले-पाक भुलाया न जाएगा

मानेगा उन की बात ख़ुदा हश्र में नसीर
बिन मुस्तफ़ा, ख़ुदा को मनाया न जाएगा

दिल में किसी को और बसाया न जाएगा
ज़िक्रे-रसूले-पाक भुलाया न जाएगा

शायर:
पीर नसीरुद्दीन नसीर

नातख्वां:
असद रज़ा अत्तारी

 

Dil Mein Kisi Ko Aur Basayaa Nah Jaye Ga
Zikar E Rasool E Pakﷺ Bhulaya Nah Jaye Ga

Woh Khud Hi Jaan Len Ge Jatayaa Nah Jaye Ga
Hum Se To Apna Haal Sunaya Nah Jaye Ga
Dil Mein Kisi Ko Aur Basayaa Nah Jaye Ga

Hum Ko Jaza Miley Gi Muhammadﷺ Ke Ishq Ki
Dozakh Ke Aas Paas Bhi Laya Nah Jaye Ga
Dil Mein Kisi Ko Aur Basayaa Nah Jaye Ga

Dozakh Mein, Mein To Kya Mera Saya Nah Jaye Ga
Kiyun Key Rasoolِ E Pakﷺ Se Dekha Nah Jaye Ga
Dil Mein Kisi Ko Aur Basayaa Nah Jaye Ga

Roshan Rahay Ga Daagh E Faraaq E Shah E Ummam
Yeh Who Charag Hai Jo Bujhaaya Nah Jaye Ga
Dil Mein Kisi Ko Aur Basayaa Nah Jaye Ga

Kehte They Yeh Bilal Tashadud Pay Kufar Ke
Ishq E Nabiﷺ To Dِil Se Mitaya Nah Jaye Ga
Dil Mein Kisi Ko Aur Basayaa Nah Jaye Ga

Maaney Ga Un Ki Baat Khuda Hasher Mein Naseer
Bin Mustafaﷺ Khuda Manaya Nah Jaye Ga
Dil Mein Kisi Ko Aur Basayaa Nah Jaye Ga
dil mein kisi ko aur lyrics

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,360 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...818 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...528 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment