Zaahir-e-Kuwe Jinaah Aahista Chal
Dekh Aaya Hai Kahaan Aahista Chal
Jaise Ji Chahe Jahan Mein Ghoom Phir
Ye Madinah Hai Yahan Aahista Chal
Baargah-e-Naaz Mein Aahista Bol
Hoga Sab Kuch Rayega Aahista Chal
Haazri Mein Hai Malak Sattar Hazaar
Qudsiyon Ke Darmiyan Aahista Chal
Dekhloon Ji Bhar Ke Sheher-e-Mustafa
Mere Meer-e-Kaarwan Aahista Chal
Jaliyon Ke Saamne Jaldi Na Kar
Woh Hai Naazish Meherbaan Aahista Chal
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,572 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,554 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,279 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,188 views