Dare Khawaja Pe Sawali Naat Lyrics

दर-ए-ख़्वाजा पे सवाली को खड़ा रहने दो / Dar-e-Khwaja Pe Sawali Ko Khada Rehne Do
दर-ए-ख़्वाजा पे सवाली को खड़ा रहने दो
सर नदामत से झुका है तो झुका रहने दो

मुझ को मिल जाएगा सदक़ा, मैं चला जाऊँगा
कासा-ए-दिल मेरा क़दमों में पड़ा रहने दो

ख़ुद ही फ़रमाएँगे मुजरिम पे वो रहमत की नज़र
मुझ को ख़्वाजा की ‘अदालत में खड़ा रहने दो

छोड़ कर आप का दर अब मैं कहाँ जाऊँगा
इस गदा को इसी साए में पड़ा रहने दो

रोज़-ए-महशर ये गुनहगार के काम आएगा
वारसी रंग चढ़ा है तो चढ़ा रहने दो

‘अर्ज़ करता हूँ मैं रोज़ाना ये ख़्वाजा से, ख़लील !
अपनी रहमत से जहाँ मेरा सजा रहने दो


ना’त-ख़्वाँ:
डॉ. हाफ़िज़ निसार अहमद मार्फ़ानी

 


dar-e-KHwaja pe sawaali ko kha.Da rehne do
sar nadaamat se jhuka hai to jhuka rehne do

mujh ko mil jaaega sadqa, mai.n chala jaaunga
kaasa-e-dil mera qadmo.n me.n pa.Da rehne do

KHud hi farmaaenge mujrim pe wo rehmat ki nazar
mujh ko KHwaja ki ‘adaalat me.n kha.Da rehne do

chho.D kar aap ka dar ab mai.n kahaa.n jaaunga
is gada ko isi saae me.n pa.Da rehne de

roz-e-mehshar ye gunahgaar ke kaam aaega
waarsi rang cha.Dha hai to cha.Dha rehne do

‘arz karta hu.n mai.n rozaana ye KHwaaja se, KHalil !
apni rehmat se jahaa.n mera saja rehne do


Naat-Khwaan:
Dr. Hafiz Nisar Ahmed Marfani

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...245 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...131 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...111 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...106 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...99 views

Leave a Comment