Chor Fikr Duniya ki Chal Madine Chalte Hain Lyrics | छोड़ फ़िक्र दुनिया की | Barkate Raza

छोड़ फ़िक्र दुनिया की, चल मदीने चलते हैं / Chhod Fikr Duniya Ki, Chal Madine Chalte Hain
छोड़ फ़िक्र दुनिया की, चल मदीने चलते हैं
मुस्तफ़ा ग़ुलामों की क़िस्मतें बदलते हैं

छोड़ फ़िक्र दुनिया की

रहमतों के बादल के साए साथ चलते हैं
मुस्तफ़ा के दीवानें घर से जब निकलते हैं

छोड़ फ़िक्र दुनिया की

हम को रोज़ मिलता है सदक़ा प्यारे आक़ा का
उन के दर के टुकड़ों पर ख़ुश-नसीब पलते है

छोड़ फ़िक्र दुनिया की

आमिना के प्यारे का, सब्ज़-गुंबद वाले का
जश्न हम मनाते हैं, जलने वाले जलते हैं

छोड़ फ़िक्र दुनिया की

सिर्फ़ सारी दुनिया में वो तयबा की गलियाँ हैं
जिस जगह पे हम जैसे खोटे सिक्के चलते हैं

छोड़ फ़िक्र दुनिया की

सच है ग़ैर का एहसाँ वो कभी नहीं लेते
ए ‘अलीम ! आक़ा के जो टुकड़ों पे पलते हैं


ना’त-ख़्वाँ:
ओवैस रज़ा क़ादरी
असद रज़ा अत्तारी
संदली अहमद

 


chho.D fikr duniya ki, chal madine chalte hai.n
mustafa Gulaamo.n ki qismate.n badalte hai.n

chho.D fikr duniya ki

rahmato.n ke baadal ke saae saath chalte hai.n
mustafa ke deewaane.n ghar se jab nikalte hai.n

chho.D fikr duniya ki

ham ko roz milta hai sadqa pyaare aaqa ka
un ke dar ke Tuk.Do.n par KHush-naseeb palte hai.n

chho.D fikr duniya ki

aamina ke pyaare ka, sabz-gumbad waale ka
jashn ham manaate hai.n, jalne waale jalte hai.n

chho.D fikr duniya ki

sirf saari duniya me.n wo tayba ki galiyaa.n hai.n
jis jagah pe ham jaise khoTe sikke chalte hai.n

chho.D fikr duniya ki

sach hai Gair ka ehsaa.n wo kabhi nahi.n lete
ai ‘Aleem ! aaqa ke jo tuk.Do.n pe palte hai.n


Naat-Khwaan:
Owais Raza Qadri
Asad Raza Attari
Sandali Ahmad

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,360 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...818 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...528 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment