Chhup Chhup Ke Main Rota Rehta Hun Jab Yaad Madina Aata Hai | Barkate Raza

Chhup-Chhup Ke Main Rota Rehta Hoon Jab Yaad Madina Aata Hai

 

छुप-छुप के मैं रोता रहता हूं जब याद मदीना आता है /

 

 

छुप-छुप के मैं रोता रहता हूं जब याद मदीना आता है
मैं पागल सा हो जाता हूं जब याद मदीना आता है

तकदीर बनाएंगे आका़ हमको भी बुलाएंगे आका
घंटों दिल को समझाता हूं जब याद मदीना आता है

उस दर की मुह़ब्बत क्या कहना दीदार की हसरत क्या कहना
दो चार क़दम बढ़ जाता हूं जब याद मदीना आता है

ना अपना पता न अपनी ख़बर न घर का पता ना घर की ख़बर
मैं जाने कहां खो जाता हूं जब याद मदीना आता है

ना’त-ख़्वां:
शमविल अख़्तर मुजाहिदी

chhup-chhup ke main rota rehta hoon jab yaad madina aata hai
main pagal sa ho jata hoon jab yaad madina aata hai

taqdeer banayenge aqa humko bhi bulayenge aqa
ghanton dil ko samjhata hoon jab yaad madina aata hai

us dar ki mohabbat kya kehna didar ki hasrat kya kehna
do char qadam badh jata hoon jab yaad madina aata hai

na apna pata na apni khabar na ghar ka pata na ghar ki khabar
main jaane kahaan kho jata hoon jab yaad madina aata hai

Na’at-Khwan:
shamwil akhtar mujahidi

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,142 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,950 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,928 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,586 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,034 views

Leave a Comment