Chha Gaya Abre Karam Naat Lyrics

Abr e Karam Chaa Gaya lyrics in Roman/English
Abr e Karam Gesoo E Muhammad

Donu Haram Abroo E Muhammad

 

Sab ki Nazar he Soo E Kabah

Kabah take he Roo E Muhammad

 

Kabe ko kis ne banea Qiblah

Kabe ka Kabah Roo E Muhammad

 

Sajda E Sar he Soo E Kabah

Sajda-e-Dil he Soo E Muhammad

 

Saare Chaman mein kis ki Khushboo

Khushboo he Khushboo E Muhammad

Kis ki Chamak he Pekar E Gul mein

Gul mein Khila he Roo E Muhammad

 

Dhaare chale har Ungli se Unki

Dekho wo Nikli Joo E Muhammad

 

Sab se Anokha Moo E Muhammad

Sab se Niraali Koo E Muhammad

 

Kis ka Moo deta he Gawahi

Moo E Muhammad Moo E Muhammad

 

Zinda he Wallah Zinda he Wallah

Jaan E Do Aalam Roo E Muhammad

 

Rashk E Teba kia he dikhaun?

Dekho Qad E Dil Joo E Muhammad

 

Bheeni Bheeni Khushboo Lahki

Khul gaey jab Gesoo E Muhammad

 

ye raah Mahki woh raah mahki

Khul gaey jab Gesoo E Muhammad

 

Akhtar E Khasta Chal de Jinaan ko

Baag E Jinaan he Koo E Muhammad

 

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,656 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,845 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,792 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,272 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,912 views

Leave a Comment