BIGRI BHE BANAIN GE JALWY BHE DEKHAIN GE NAAT LYRICS

BIGRI BHE BANAIN GE JALWY BHE DEKHAIN GE NAAT LYRICS

 

Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain ge
Ghabrao Na Deewano Sarkar Bolain Ge

Hum masjid e Nabvi key Dekhy Ge Minaroon Ko
Aur gumbad E Khazran key Purnoor nazaroon Ko
Hum Ja Key Madina Phir Wapis Nahi Aay ge

Mil Jay Ge Tabirein Eik Rooz To khawaboo Ki
Gir Jay Gein Dewarein Sab Dekhna Rahoo Ki
Hum Roza E Aqdas Par Jab Ansoo Bahain Ge

Dil Ishq E Nabi mey Tum Kuch Aur Tarapny Doo
Is Deed Ki Atish Ko Kuch Aur Bharkny Doo
Hum Tishna Dily Chal Kar Zam Zam Sey Bojhay Ge

Jab Hashar Key Medan Mey Eik Hashar Bapaa Ho Ga
Jab Fesla Ummat Ka Karny Ko Khuda Ho Ga
Ummat Ko Shahe batah Kamli Mey Chupain ge

Lillah Mohammad Sey Rodad Meri kehna
Ye Poch Key Aaqa Sey Ey Hajion Tum Ana
Ishrat Ko Dare Aqdas Kab aap Bolain Ge

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...4,008 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,117 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...967 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...775 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...745 views

Leave a Comment