Bigdi Meri Banado Ya Shahe Sanjari Manqabat lyrics
Bigdi Meri Banado Ya Shahe Sanjari
Ranjo Aalam Mita Do Ya Shahe Sanjari
Kitna Karam Hai Mujh Ko Apna Bana Liya Hai
Qismat Ko Ab Jagaa Do Ya Shahe Sanjari
Par Hai Na Paas Zar Hai Bas Aap ki Nazar Hai
Taiba Mujhe Dikhado Ya Shahe Sanjari
Ishqe Nabi Me Aaqa Saabit Qadam Rahe Hum
Bil Khair Khaatima Ho Ya Shahe Sanjari
Phir Hind Ki Zameen Par Zaalim Ubhar Rahe Hai
Teere Nazar Chala Do Ya Shahe Sanjari
Tehreeke Sunni Dawate Islami Ko Huzoor
Aalam Me Ab Chala Do Ya Shahe Sanjari
Husne Amal Se Qaasir Dar Pe Khada Hai Shakir
Apna Ise Bana Lo Ya Shahe Sanjari
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,977 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,906 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,896 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,499 views