Bazm E Tasawwurat Saji Thi Abhi Abhi Lyrics

Bazme Tasawwuraat Saji Thi Abhi Abhi Naat Lyrics
Bazme Tasawwuraat Saji Thi Abhi Abhi
Nazron Me Mustafa Ki Gali Thi Abhi Abhi
Itna Karam Hua Ke Muqaddar Badal Gaye
Un Ke Karam Ki Baat Chali Thi Abhi Abhi

Maaloom Kar Rahe The Farishton Se Jibraeel
Kis Ki Zubaan Pe Naate Nabi Thi Abhi Abhi

Shabbir Chashme Tar Ki Haqeeqat Na Poochiye
Maahe Arab Se Aankh Mili Thi Abhi Abhi

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,661 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,576 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,292 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,196 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,092 views

Leave a Comment