Bazm-e-Konain Sajanain kayliyay aap aeye
Sham-e-toheed jalaanain kayliyay aap aeye
Aik pegham jo har dil main ujala kar day
Saaree dunya ko sunanain kayliyay aap aeye
Aik mudat sey battaktay huway insano ko
Aik markaz pey bulanain kayliyay aap aeye
Na khuda ban kay obaltay huway toofaanon main
Kashtiyan paar lagane kayliyay aap aeye
Qafilay wale batak jaeyn na manzil sey kaheen
Door tak raha dekanain kayliyay aap aeye
Chashm-e-beydaar ko asraar khudaee bakhshay
Sonay walon ko jaganain kayliyay aap aeye
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,352 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...525 views