Baghdad Wale Dulha Roshan Zameer Lyrics

Baghdad Wale Dulha Roshan Zameer Lyrics

 

Baghdad Wale Dulha Roshan Zameer

Mere Peeran E Peer Mere Peeran E Peer

 

Khuda Ke Fazl Se Hum Par He Saaya Gauth E Aazam Ka

Hame Dono Jahan Me Hai Sahara Gauth E Aazam Ka

 

Mureedi La Takhaf Keh Kar Tassali De Gulamo Ko

Qayamat Tak Rahe Be Khauf Banda Gauth E Aazam Ka

 

Azeezo Kar Chuko Tayyar Jab Mere Janaze Ko

Toh Likh Dena Kafan Par Naam E Wala Gauth E Aazam Ka

 

Farishte Rokte Kyu Ho Mujhe Jannat Me Jaane Se

Yeh Dekho Haath Me Daaman Hai Kiska Gauth E Aazam Ka

 

Farishte Madrasa Se Tak Saath Paucha Ne Ko Jaate The

Yeh Darbar E Ilahi Me Yeh Rutba Gauth E Aazam Ka

 

Gaye Ek Waqt Me Sattar Mureedo Ke Yaha Aaqa

Samaj Me Aa Nahi Sakhta Mu’ama Gauth E Aazam Ka

 

Kuch Gum Hi Nahi Aastane Paak Ke Kutte

Zamana Pal Raha Hai Kha Ke Tukhra Gauth E Aazam Ka

 

Agar Che Murg Sab Ke Bol Kar Khamosh Hote Hai

Magar Haa Murg Bole Ga Hamesha Gauth E Aazam Ka

 

Jameel E Qadri Sojan Se Qurban Apne Murshid Par

Banaya Jis Ne Hum Jaiso Ko Banda Gauth E Aazam Ka

 

 

 

 

 

 

Dard Mando Ne Pukara Gouse Aazam Dastagir

Bolte Hain Sangreze Aapke Ishare Se Naat Lyrics

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...8,200 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...2,452 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,546 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,503 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,273 views

Leave a Comment