assalam ya hussain lyrics full salam lyrics

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam
मेरे हुसैन ! तुझे सलाम, मेरे हुसैन ! तुझे सलाम

अस्सलाम या हुसैन ! अस्सलाम या हुसैन !

कर लिया नोश जिस ने शहादत का जाम
उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम

मेरे हुसैन ! तुझे सलाम, मेरे हुसैन ! तुझे सलाम

अस्सलाम या हुसैन ! अस्सलाम या हुसैन !

जिस को धोके से कूफ़े बुलाया गया
जिस को बैठे-बिठाए सताया गया
ज़हर भाई को जिस के पिलाया गया
जिस के बच्चों को प्यासा रुलाया गया

उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम

मेरे हुसैन ! तुझे सलाम, मेरे हुसैन ! तुझे सलाम

अस्सलाम या हुसैन ! अस्सलाम या हुसैन !

जिन का जन्नत से जोड़ा मँगाया गया
जिन को दोश-ए-नबी पर बिठाया गया
जिन की गर्दन पे ख़ंजर चलाया गया
जिन को तीरों से छलनी कराया गया

उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम

मेरे हुसैन ! तुझे सलाम, मेरे हुसैन ! तुझे सलाम

अस्सलाम या हुसैन ! अस्सलाम या हुसैन !

जिस ने हक़ कर्बला में अदा कर दिया
अपने नाना का वा’दा वफ़ा कर दिया
सब कुछ उम्मत की ख़ातिर फ़िदा कर दिया
घर का घर ही सुपुर्द-ए-ख़ुदा कर दिया

उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम

मेरे हुसैन ! तुझे सलाम, मेरे हुसैन ! तुझे सलाम

अस्सलाम या हुसैन ! अस्सलाम या हुसैन !

कर चुका वो हबीब अपनी हुज्जत तमाम
ले के अल्लाह और अपने नाना का नाम
कूफ़ियों को सुनाए ख़ुदा के कलाम
और फ़िदा हो गया शाह-ए-‘आली-मक़ाम

उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम

मेरे हुसैन ! तुझे सलाम, मेरे हुसैन ! तुझे सलाम

अस्सलाम या हुसैन ! अस्सलाम या हुसैन !

नात-ख़्वाँ:
मुहम्मद ओवैस रज़ा क़ादरी
हाफ़िज़ ग़ुलाम मुस्तफ़ा क़ादरी
सय्यिद सलमान क़ादरी

 

mere husain ! tujhe salaam
mere husain ! tujhe salaam

assalaam ya husain !
assalaam ya husain !

kar liya nosh jis ne shahaadat ka jaam
us husain ibn-e-haidar pe laakho.n salaam

mere husain ! tujhe salaam
mere husain ! tujhe salaam

assalaam ya husain !
assalaam ya husain !

jis ko dhoke se koofe bulaaya gaya
jis ko baiThe-biThaae sataaya gaya
zahr bhaai ko jis ke pilaaya gaya
jis ke bachcho.n ko pyaasa rulaaya gaya

us husain ibn-e-haidar pe laakho.n salaam

mere husain ! tujhe salaam
mere husain ! tujhe salaam

assalaam ya husain !
assalaam ya husain !

jis ka jannat se jo.Da mangaaya gaya
jin ko dosh-e-nabi par biThaaya gaya
jin ki gardan pe Khanzar chalaaya gaya
jin ko teero.n se chhalni karaaya gaya

us husain ibn-e-haidar pe laakho.n salaam

mere husain ! tujhe salaam
mere husain ! tujhe salaam

assalaam ya husain !
assalaam ya husain !

jis ne haq karbala me.n ada kar diya
apne naana ka waa’da wafa kar diya
sab kuchh ummat ki KHaatir fida kar diya
ghar ka ghar hi supurd-e-KHuda kar diya

us husain ibn-e-haidar pe laakho.n salaam

mere husain ! tujhe salaam
mere husain ! tujhe salaam

assalaam ya husain !
assalaam ya husain !

kar chuka wo habeeb apni hujjat tamaam
le ke allah aur apne naana ka naam
koofiyo.n ko sunaae KHuda ke kalaam
aur fida ho gaya shaah-e-‘aali-maqaam

us husain ibn-e-haidar pe laakho.n salaam

mere husain ! tujhe salaam
mere husain ! tujhe salaam

assalaam ya husain !
assalaam ya husain !

Naat-Khwaan:
Muhammad Owais Raza Qadri
Hafiz Ghulam Mustafa Qadri
Saiyed Salman Qadri

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...308 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...176 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...152 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...146 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...144 views

Leave a Comment