are momino tum kahan so gaye ho naat lyrics

Are Momino Tum Kahan So Gaye Ho Lyrics

 

Are Momino Tum Kahan So Gaye Ho Lyrics
अरे मोमिनो तुम कहां सो गए हो

Naat Khwan: Hafiz M Jalabeeb Qadri

अरे मोमिनो तुम कहां सो गए हो
ख़ुदा का ये क़ुरआन उठा जा रहा है
ये आवाज़ आ रही है मदीने से मुझको
तू दर-दर की ठोकर क्यूं खा रहा है
Arey Momino Tum Kahan So Gaye Ho
Khuda Ka Ye Quraan Utha Ja Raha Hai
Ye Aawaz Aa Rahi Hai Madine Se Mujhko
Tu Dar-Dar Ki Thokar Kyon Kha Raha Hai

 

मुह़म्मद के यारों पर ताना ज़नी है
बुरा रोज़ कहना ये आदत बनी है
वो शीशे में खुद अपना मुंह देखते हैं
बुरे को बुरा मुंह नज़र आ रहा है
Muhammad Ke Yaron Pe Tana Zani Hai
Bura Roz Kahna Ye Aadat Bani Hai
Wo Shishe Me Khud Apna Munh Dekhte Hain
Bure Ko Bura Munh Nazar Aa Raha Hai

 

अरे मोमिनो तुम कहां सो गए हो
ख़ुदा का यह क़ुरआन उठा जा रहा है
आवाज़ आ रही है मदीने से मुझको
तू दर-दर की ठोकर क्यों खा रहा है
Arey Momino Tum Kahan So Gaye Ho
Khuda Ka Ye Quraan Utha Ja Raha Hai
Ye Aawaz Aa Rahi Hai Madine Se Mujhko
Tu Dar-Dar Ki Thokar Kyon Kha Raha Hai

 

ग़रीबों पे ज़ुल्मों-सितम करने वालों
तुम अपने ज़ुलुम का यूं दम भरने वालों
न दुनिया न दौलत न शाही रहेगी
कि इंसाफ़ का दिन क़रीब आ रहा है
Gharibon Pe Zulmon Sitam Karne Walon
Tum Apne Zulum Ka Yun Dum Bharne Walon
Na Duniya Na Doulat Na Shahi Rahegi
Ki Insaaf Ka Din Qareeb Aa Raha Hai

 

अरे मोमिनो तुम कहां सो गए हो
ख़ुदा का यह क़ुरआन उठा जा रहा है
आवाज़ आ रही है मदीने से मुझको
तू दर-दर की ठोकर क्यों खा रहा है
Arey Momino Tum Kahan So Gaye Ho
Khuda Ka Ye Quraan Utha Ja Raha Hai
Ye Aawaz Aa Rahi Hai Madine Se Mujhko
Tu Dar-Dar Ki Thokar Kyon Kha Raha Hai

 

दो आ़लम के आक़ा की सुन्नत से नफ़रत
शरीअ़त के अहकाम की है बग़ावत
जो ह़क़ बात कहते हैं उससे बग़ावत
अजब दौर ह़क़ से क्यूँ टकरा रहा है
Do Aalam Ke Aaqa Ki Sunnat Se Nafrat
Shari’at Ke Ahkaam Ki Hai Baghawat
Jo Haq Baat Kahte Hain Usse Baghawat
Ajab Dour Haq Se Kyon Takra Raha Hai

 

अरे मोमिनो तुम कहां सो गए हो
ख़ुदा का ये क़ुरआन उठा जा रहा है
आवाज़ आ रही है मदीने से मुझको
तू दर-दर की ठोकर क्यूं खा रहा है
Arey Momino Tum Kahan So Gaye Ho
Khuda Ka Ye Quraan Utha Ja Raha Hai
Ye Aawaz Aa Rahi Hai Madine Se Mujhko
Tu Dar-Dar Ki Thokar Kyon Kha Raha Hai

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,604 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,836 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,762 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,224 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,904 views

Leave a Comment