AQA AQA BOL BANDAY AQA AQA BOL NAAT LYRICS

आक़ा आक़ा बोल बंदे आक़ा आक़ा बोल / Aaqa Aaqa Bol Bande Aaqa Aaqa Bol
आक़ा आक़ा बोल, बंदे ! आक़ा आक़ा बोल
ज़िक्र-ए-नबी तू करता जा, ये ज़िक्र बड़ा अनमोल

ऐसा दिन भी आ जाए सरकार के दर पे बैठे हों
लब ख़ामोश ज़बाँ बन जाएँ आँसू ‘अर्ज़ा करते हों
उन के दर पर रोने वाले ! दिल से कुछ तो बोल
आक़ा आक़ा बोल, बंदे ! आक़ा आक़ा बोल

सरकार-ए-दो-‘आलम प्यार-ए-आक़ा जिधर से गुज़रा करते थे
शजर गवाही देता था और पत्थर कलमा पढ़ते थे
नूर-ए-ख़ुदा के मुन्किर अब तो अपनी आँखें खोल
आक़ा आक़ा बोल, बंदे ! आक़ा आक़ा बोल

आओ चलो, दीवानो ! सारे शहर-ए-मदीना चलते हैं
मेरी क्या औक़ात है, सब ही उन के दर से पलते हैं
ग़ैरों को भी देते हैं वो बिन माँगे बिन मोल
आक़ा आक़ा बोल, बंदे ! आक़ा आक़ा बोल

जब से होश सँभाला है, मैं उन की ना’तें पढ़ता हूँ
गुस्ताख़ी न हो जाए, मैं सँभल सँभल के चलता हूँ
माँ की दु’आओं का सदक़ा है ऐसा मिला माहौल
आक़ा आक़ा बोल, बंदे ! आक़ा आक़ा बोल

राशिद ! नातें लिखना पढ़ना ये है बढ़ा ए’ज़ाज़
उन के करम के सदक़े ही से ऊँची है परवाज़
ना’त-ए-नबी तू सुनाए जा और कानों में रस गोल
आक़ा आक़ा बोल, बंदे ! आक़ा आक़ा बोल


शायर:
मुहम्मद राशिद आज़म

ना’त-ख़्वाँ:
मुहम्मद राशिद आज़म
फ़रहान अली क़ादरी
सय्यिद रैहान क़ादरी

 


aaqa aaqa bol, bande ! aaqa aaqa bol
zikr-e-nabi tu karta jaa, ye zikr ba.Da anmol

aisa din bhi aa jaae sarkaar ke dar pe baiThe ho.n
ab KHaamosh zabaa.n ban jaae.n aansu ‘arza karte ho.n
un ke dar par rone waale ! dil se kuchh to bol
aaqa aaqa bol, bande ! aaqa aaqa bol

sarkaar-e-do-‘aalam pyaar-e-aaqa jidhar se guzra karte the
shajar gawaahi deta tha aur patthar kalma pa.Dhte the
noor-e-KHuda ke munkir ab to apni aankhe.n khol
aaqa aaqa bol, bande ! aaqa aaqa bol

aao chalo, deewano ! saare shehr-e-madina chalte hai.n
meri kya auqaat hai, sab hi un ke dar se palte hai.n
Gairo.n ko bhi dete hai.n wo bin maange bin mol
aaqa aaqa bol, bande ! aaqa aaqa bol

jab se hosh sambhaala hai, mai.n un ki naa’te.n pa.Dhta hu.n
gustaaKHi na ho jaae, mai.n sambhal sambhal ke chalta hu.n
maa.n ki du’aao.n ka sadqa hai aisa mila maahaul
aaqa aaqa bol, bande ! aaqa aaqa bol

Raashid ! naa’te.n likhna pa.Dhna ye hai ba.Dha e’zaaz
un ke karam ke sadqe hi se unchi hai parwaaz
naa’t-e-nabi tu sunaae jaa aur kaano.n me.n ras gol
aaqa aaqa bol, bande ! aaqa aaqa bol


Poet:
Muhammad Rashid Azam

Naat-Khwaan:
Muhammad Rashid Azam
Farhan Ali Qadri
Syed Rehan Qadri

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,352 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...525 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment