Ali Ali Ki Jise Bhi Sada Pasand Nahi
Namaz Ko Wo Namazi Pasand Nahi
Wasila Jisme Panjatan Ka Nahi
Khuda Ko Bhi Aesi Koi Dua Pasand Nahi
Ajeeb Jahani Marz Me Mubtala Waiz
Shifa Bhi Chahiye Shifa Pasand Nahi
Ali Ali Ki Jise Bhi Sada Pasand Nahi
Namaz Ko Wo Namazi Pasand Nahi
Hai Unke Shajre Me Hasbo Nasab
Jine Kalame Hadise Pasand Nahi
Ali Ali Ki Jise Bhi Sada Pasand Nahi
Namaz Ko Wo Namazi Jara Pasand Nahi
Ham Ahle Haq Hain Hamain Acchi Tarah Maloom
Pasand Kya He Paymbar Ko Kiya Pasand Nahi
Ali Ali Ki Jise Bhi Sada Pasand Nahi
Namaz Ko Wo Namazi Pasand Nahi
Ali Ke Dar Ke Gada Hain Hamza Aur Suhail
Har Ik Se Mangna Ham Ko Jara Pasan Nahi
Ali Ali Ki Jise Bhi Sada Pasand Nahi
Namaz Ko Wo Namazi Pasand Nahi