Ae Wajhe Takhliq E Qainat Lyrics

Ae Wajhe Takhliq E Qainat Lyrics

Roman(ENG):

Ya Rasulallah Ya Rasulallah

Ya Rasulallah Ya Rasulallah

Ya Rasool Ya Rasool Ya Rasool Ya Rasool

Aye Wajhe Takhlike Qaaynaat !

Tere Sadqe Jaane Jaana Tere Qurbaan Jaane Jaana

Zameenon Zamaan Tumhaare liye Makinon Makaan Tumhaare liye

Chunino Chunaa Tumhaare liye Bane Do Jahan Tumhaare liye

Aye Wajhe Takhlike Qaaynaat !

Tere Sadqe Jaane Jaana Tere Qurbaan Jaane Jaana

Dahan mein Zubaan Tumhaare liye Badan mein hai Jaan Tumhaare liye

Ham Aaye Yahaan Tumhaare liye Uthein bhi Wahaan Tumhaare liye

Aye Wajhe Takhlike Qaaynaat !

Tere Sadqe Jaane Jaana Tere Qurbaan Jaane Jaana

Ya Rasool Ya Rasool Ya Rasool Ya Rasool

Isaalate Kull Imaamate Kull Siyaadate Kull Imaarate Kull

Hukumate Kull Wilaayate Kull Khuda ke Yahaan Tumhaare liye

Aye Wajhe Takhlike Qaaynaat !

Tere Sadqe Jaane Jaana Tere Qurbaan Jaane Jaana

Na Roohe Ameen Na Arshe Bari Na Lohe Mubeen Koi bhi kahin

Khabar hi nahin Jo Ramze Khuli Azal ki nihaan Tumhare Liye

Aye Wajhe Takhlike Qaaynaat !

Tere Sadqe Jaane Jaana Tere Qurbaan Jaane Jaana

Ya Rasool Ya Rasool Ya Rasool Ya Rasool

Ye Shamso Kamar Ye Shaamo Sahar Ye Bargo Shajar Ye Baago Samar

Ye Taygo Sipar Ye Taajo Kamar Ye Hukme Rawaan Tumhare liye

Aye Wajhe Takhlike Qaaynaat !

Tere Sadqe Jaane Jaana Tere Qurbaan Jaane Jaana

Saba Wo Chale ke Baag Fale Wo Phool khile ke Din ho bhale

Liwa ke Tale Salaame Khule Raza ki Zaban Tumhare Liye

Aye Wajhe Takhlike Qaaynaat !

Tere Sadqe Jaane Jaana Tere Qurbaan Jaane Jaana

हिंदी (HINDI):

या रसूलल्लाह या रसूलल्लाह

या रसूलल्लाह या रसूलल्लाह

या रसूल या रसूल या रसूल या रसूल

अये वज्हे तख़्लीक़े कायनात !

तेरे सदक़े जाने जानां, तेरे क़ुर्बान जाने जानां

ज़मीनो ज़मां तुम्हारे लिए, मकीनो मकां तुम्हारे लिए

चुनिनों चुनां तुम्हारे लिए, बने दो जहां तुम्हारे लिए

अये वज्हे तख़्लीक़े कायनात !

तेरे सदक़े जाने जानां, तेरे क़ुर्बान जाने जानां

दहन में जुबां तुम्हारे लिए, बदन में है जां तुम्हारे लिए

हम आये यहां तुम्हारे लिए, उठें भी वहाँ तुम्हारे लिए

अये वज्हे तख़्लीक़े कायनात !

तेरे सदक़े जाने जानां, तेरे क़ुर्बान जाने जानां

या रसूल या रसूल या रसूल या रसूल

इसालते कुल इमामते कुल सियादते कुल इमारते कुल

हुकूमते कुल विलायते कुल खुदा के यहां तुम्हारे लिए

अये वज्हे तख़्लीक़े कायनात !

तेरे सदक़े जाने जानां, तेरे क़ुर्बान जाने जानां

न रूहे अमीं न अर्शे बरी न लोहे मुबीन कोई भी कहीं

खबर ही नहीं जो रमज़े खुलीं अज़ल की निहां तुम्हारे लिए

अये वज्हे तख़्लीक़े कायनात !

तेरे सदक़े जाने जानां, तेरे क़ुर्बान जाने जानां

या रसूल या रसूल या रसूल या रसूल

ये शम्सो कमर, ये शामो सहर, ये बर्गो शजर, ये बागो समर

ये टैगो सिपर, ये ताजो कमर, ये हुक्मे रवां तुम्हारे लिए

अये वज्हे तख़्लीक़े कायनात !

तेरे सदक़े जाने जानां, तेरे क़ुर्बान जाने जानां

सबा वो चले के बाग़ फले, वो फूल खिले के दिन हो भले

लिवा के तले सलामे खुले, रज़ा की ज़बां तुम्हारे लिए

अये वज्हे तख़्लीक़े कायनात !

तेरे सदक़े जाने जानां, तेरे क़ुर्बान जाने जानां

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...3,176 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...948 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...934 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...647 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...614 views

Leave a Comment