Ae Khatme Rusul Makki Madni Lyrics

ae-khatme-rusul-makki-madni-lyrics

 

Aye khatme rusul makki madani konain me tum sa koi nahi
Aye noore mujassam tere siwa mehboob khuda ka koi nahi

Ausaf to sab ne paye hai par husn e sarapa koi nahi
Aadam se janab e isha tak sarkar ke jaisa koi nahi

Ye shan Tumhari hai aaqa tum arshe bari par pahunche ho
Jishane nabi hai sab lekin meraj ka dulha koi nahi

Dil Kis ko dikhay chir ke ham is yah ka madawa Kon kare
Aye rahemate aalam tere siwa dukhiyo ka masiha koi nahi

Khayrat muhammad se pakar Kis naz se kehte he mangte
Dukhiyo pe karam kar ne wala sarkar se achha koi nahi

Malik he wo dono aalam ke har zarra munawwar he un se
Tanwir e mujassam sayyid e qul aaqa ke ilawa koi nahi

Ho jaye agar ek chashm e karam mahshar me fana ki laj rahe
Aye shafa e mahshar tere siwa bakhshish ka wasila koi nahi

Aye khatme rusul makki madani konain me tum sa koi nahi …..

Naat in Hindi
ए ख़त्म-ए-रुसूल ! मक्की-मदनी ! कौनैन में तुम सा कोई नहीं
ए नूर-ए-मुजस्सम ! तेरे सिवा महबूब ख़ुदा का कोई नहीं

अवसाफ़ तो सब ने पाए हैं, पर हुस्न-ए-सरापा कोई नहीं
आदम से जनाब-ए-ईसा तक सरकार के जैसा कोई नहीं

ये शान तुम्हारी है आक़ा ! तुम अर्श-ए-बरीं पर बहुंचे हो
ज़ी-शान नबी हैं सब लेकिन मेअ’राज का दूल्हा कोई नहीं

दिल किस को दिखाएं चीर के हम, इस्यां का मदावा कौन करे
ए रहमत-ए-आलम ! तेरे सिवा दुखियों का मसीहा कोई नहीं

ख़ैरात मुहम्मद से पा कर इस नाज़ से कहते हैं मँगते
दुखियों पे करम करने वाला सरकार से अच्छा कोई नहीं

मालिक हैं वो दोनों आलम के, हर ज़र्रा मुनव्वर है उन से
तनवीर-ए-मुजस्सम, सय्यिद-ए-कुल, आक़ा के इलावा कोई नहीं

हो जाए अगर इक चश्म-ए-करम, महशर में फ़ना की लाज रहे
ए शाफ़-ए-महशर ! तेरे सिवा बख़्शिश का वसीला कोई नहीं

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,192 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...912 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...792 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...524 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...477 views

Leave a Comment