Aayi Shabe Baraat Yeh Qismat Ki Bat He Naat Lyrics | पाई शबे बरात ये किस्मत की बात है

पाई शब-ए-बरात ये क़िस्मत की बात है | जागूँगा सारी रात इबादत की रात है / Paai Shab-e-Barat Ye Qismat Ki Baat Hai | Jagunga Saari Raat Ibadat Ki Raat Hai
शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !
शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !

पाई शब-ए-बरात ये क़िस्मत की बात है
जागूँगा सारी रात, ‘इबादत की रात है

पाई शब-ए-बरात ये क़िस्मत की बात है

शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !
शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !

मर्ज़-ए-गुनाह-गारी से तौबा करूँगा मैं
फ़रमान-ए-मुस्तफ़ा है, शफ़ा’अत की रात है

जागूँगा सारी रात, ‘इबादत की रात है
पाई शब-ए-बरात ये क़िस्मत की बात है

शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !
शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !

होगी क़बूल सारे तलबगारों की फ़रियाद
बस दिल से पुकारो ये समा’अत की रात है

जागूँगा सारी रात, ‘इबादत की रात है
पाई शब-ए-बरात ये क़िस्मत की बात है

शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !
शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !

सज्दे करूँगा, अश्क-ए-नदामत बहाऊँगा
सब कुछ मिलेगा मुझ को, ‘इनायत की रात है

जागूँगा सारी रात, ‘इबादत की रात है
पाई शब-ए-बरात ये क़िस्मत की बात है

शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !
शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !

सारा जहान छोड़ के मस्जिद चलो, नादिम !
रहमत ही रहमतें हैं, ये बरकत की रात है

जागूँगा सारी रात, ‘इबादत की रात है
पाई शब-ए-बरात ये क़िस्मत की बात है

शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !
शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !


ना’त-ख़्वाँ:
राओ अली हसनैन

 


shab-e-baraat ! shab-e-baraat !
shab-e-baraat ! shab-e-baraat !

paai shab-e-baraat ye qismat ki baat hai
jaagunga saari raat, ‘ibaadat ki raat hai

paai shab-e-baraat ye qismat ki baat hai

shab-e-baraat ! shab-e-baraat !
shab-e-baraat ! shab-e-baraat !

marz-e-gunaah-gaari se tauba karunga mai.n
farmaan-e-mustafa hai, shafaa’at ki raat hai

jaagunga saari raat, ‘ibaadat ki raat hai
paai shab-e-baraat ye qismat ki baat hai

shab-e-baraat ! shab-e-baraat !
shab-e-baraat ! shab-e-baraat !

hogi qabool saare talabgaaro.n ki fariyaad
bas dil se pukaaro ye samaa’at ki raat hai

jaagunga saari raat, ‘ibaadat ki raat hai
paai shab-e-baraat ye qismat ki baat hai

shab-e-baraat ! shab-e-baraat !
shab-e-baraat ! shab-e-baraat !

sajde karunga, ashk-e-nadaamat bahaaunga
sab kuchh milega mujh ko, ‘inaayat ki raat hai

jaagunga saari raat, ‘ibaadat ki raat hai
paai shab-e-baraat ye qismat ki baat hai

shab-e-baraat ! shab-e-baraat !
shab-e-baraat ! shab-e-baraat !

saara jahaan chho.D ke masjid chalo, Naadim !
rehmat hi rehmate.n hai.n, ye barkat ki raat hai

jaagunga saari raat, ‘ibaadat ki raat hai
paai shab-e-baraat ye qismat ki baat hai

shab-e-baraat ! shab-e-baraat !
shab-e-baraat ! shab-e-baraat !


Naat-Khwaan:
Rao Ali Hasnain

Leave a Comment