Aaye Aaqa Madni Aaqa Naat Lyrics

Aaye Aaqa Madni Aaqa Naat Lyrics
Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah
Aaye Aaqa Madni Aaqa
Pyaray Pyaray Pyaray Aaqa

Aamina Bibi Ke Gulshan Mein
Aai He Taza Bahar
Partay Hein Sal Lallaho Wa Sallam
Aaj Dr-O-Dewar Madni

Bara Rabi Ul Awwal Ko Woh
Aaya Dur-E-Yateem
Mah-E-Nabuwat Mehr-E-Risalat
Sahib-E-Khulq-E-Azeem Madni

Pyari Surat Hasta Chehra
Moun Seh Jartay Phool
Noor Siraa Pa Chand Sa Chehra
Haq Ka Pyara Rasool Madni

Jibreel Aay Jhoola Jhulaey
Lori De Zi Shan,
So Ja So Ja Rahmat-E-Aalam
Do Jag Ke Sultan Madni

Awwal-O-Aakhir Sab Kuch Jaanay
Dekhe Ba’eed-O-Qareeb
Ghayb Ki Khabrein Denay Wala
Allah Ka Who Habeeb Madni

Hamid O Mahmood-O-Muhammad
Do Jag Ka Sardar
Jaan Se Pyara Laaj Dulara
Rahmat Ki Sarkar Madni

Aaey Aaqa Madni Aaqa
Pyaray Pyaray Pyaray Aaqa
Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,577 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,830 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,735 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,202 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,896 views

Leave a Comment