Aayate Aayton Se Milaakar Lyrics

Aayate Aayton Se Milaakar Lyrics

 

 

Aayate Aayton Se Milaakar Unki Yak Naat Lyrics

आयतें आयतों से मिलाकर उनकी यक जां सना कर रहा हूँ

Shayar: Habibullah Faizi

Naat Khwan: Habibullah Faizi Madhupuri

Aayate Aayton Se Milaakar Lyrics

आयतें आयतों से मिलाकर उनकी यक जा सना कर रहा हूँ
बात रुख़सार की आ गई है वद्दोहा वद्दोहा कर रहा हूँ

Aayate Aayton Se Milakar Unki Yak Jaa Sana Kar Raha Hun
Baat Rukhsar Ki Aa Gai Hai Waddoha Waddoha Kar Raha Hun

 

ख़्वाब में होगा दीदार-ए-सरवर सो रहा हूँ ये उम्मीद लेकर
अपनी आंखों को मैं बन्द करके मुस्त़फ़ा मुस्त़फ़ा कर रहा हूँ

Khwab Me Hoga Didar-e-Sarwar So Raha Hun Ye Ummid Lekar
Apni Aankhon Ko Mai Band Karke Mustafa Mustafa Kar Raha Hun

 

बात रुख़सार की आ गई है वद्दोहा वद्दोहा कर रहा हूँ
Baat Rukhsar Ki Aa Gai Hai Waddoha Waddoha Kar Raha Hun

 

पेश करके दुरुदों की डाली पूरी दुनिया ने क़िस्मत जगा ली
इसलिए छोड़ कर मैं भी सब कुछ सिर्फ सल्ले अला कर रहा हूँ
Pesh Karke Duroodon Ki Daali Poori Duniya Ne Qismat Jaga Li
Is Liye Chhod Kar Mai Bhi Sab Kuchh Sirf Salle Ala Kar Raha Hun

 

बात रुख़सार की आ गई है वद्दोहा वद्दोहा कर रहा हूँ
Baat Rukhsar Ki Aa Gai Hai Waddoha Waddoha Kar Raha Hun

 

नातगोई मेरा मशग़ला है, किस क़दर वक़्त जागा हुआ है
फ़ैज़ी हस्साम इमामे सुख़न हैं, उनकी मैं इक़तिदा कर रहा हूँ
Naat-Goi Mera Mashghala Hai Kis Kadar Waqt Jaaga Hua Hai
Faizi Hassam Imame Sukhan Hain Unki Mai Mai Iqtida Kar Raha Hun

 

बात रुख़सार की आ गई है वद्दोहा वद्दोहा कर रहा हूँ
Baat Rukhsar Ki Aa Gai Hai Waddoha Waddoha Kar Raha Hun

 

AAYATE AAYATON SE MILAKAR UNKI YAKJA SANA KAR RAH HOON
BAAT RUKHSHAAR KI AAGAYI HAI WADDOHA WADDOHA KAR RAHA HOO

KHWAB ME HOGA DEEDARE SARWAR SO RAHA HOON YE UMEED LEKAR
APNI AANKHON KO MAIN BAND KARKE MUSTAFA MUSTAFA KAR RAHA HOON

PESH KARKE DUROODO KI DAALI PURI DUNYA NE KISMAR JAGALI
IS LIYE CHHOR KAR MAIN BHI SAB KUCH SIRF SALLE ALAH KAR RAHA HOO

PANJATAN KI DI JIS NE DUHAAI HO GAYI USKI MUSHKIL KUSHHAYI
LIKH KE LI KHAMSATUN BAABE DIL PAR DUR HAR EK BALA KAR RAHA HOON

CHAAHE BEEMAR KAISA BHI AAYA WO SHIFA EK PAANI SE PAAYA
PESHE DAM KARKE SALLE WASALLAM HAR MARAZ KI DAWA KAR RAHA HOON

NAAT GOI MERA MASHGALA HAI KIS QADAR WAQT ZYADA HUA HAI
FAIZI HASSAN IMAAME SUKHAN HAI UNKI MAIN IBTEDA KAR RAHA HOON

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,150 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,587 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,037 views

1 thought on “Aayate Aayton Se Milaakar Lyrics”

Leave a Comment