aawaz panch waqt lagati hai momino Naat Lyrics

aawaz panch waqt lagati hai momino Naat Lyrics
Aawaz panch waqt lagati hai momino

Aao namaz hamko bulati hai momino

Aa jao momino aa jao momino

 

Hayyalassat ki aawaz jab suno

Chaldo namaz ke liye har kam chhor do

Aawaz panch waqt lagati…………………..

 

Do sab baro ko pyaar se dawat namaz ki

Dalo tum apne bachon ko aadat namaz ki

Aawaz panch waqt lagati…………………..

 

Batladu kese milta hai kya kya namaz me

Had ye ke rab semilta hai banda namaz me

Aawaz panch waqt lagati…………………..

 

Farmane mustafa(saw) hai ye din ka sukun hai

Thandak hai aankh ki ye dilo ka sukun hai

Aawaz panch waqt lagati…………………..

 

Tablig me namaz ki mashgul me rahu

Ye ek kam mere khuda umra bhar karu

Aawaz panch waqt lagati…………………..

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,650 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,844 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,790 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,272 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,911 views

Leave a Comment