Aashiqon Ki Zubaan Bareilly Hai Lyrics

Aashiqoñ Ki Zubaan Bareilly Hai [Lyrics]

Aashiqoñ ki zubaan Bareilly hai
dil Bareilly hai, Jaan Bareilly hai

Azhari phool jisme khilte haiñ
haañ wahi gulsitan Bareilly hai,

Lakh badlo badal nahi sakta
Markaze Aashiqaañ Bareilly hai,

Dhundte ho Raza ke aashiq ko
Wo wahin hai jahaañ Bareilly hai,

Goonj jis ki hai saare aalam me
Wo Bilali Azaan Bareilly hai,

Jis taraf jaiye raza hi raza
Saara hinduatan Bareilly hai,

Hind me hum Husainiyoñ ke liye
Karbala ki zubaan Bareilly hai,

Shaikh sa’adi ki wo likhi tasneef
“gulsitan” “bositan” Bareilly hai.

Aye “Asad” tu mite ye naa-mumkin,
Tera naam o nishan Bareilly hai.

Dil bareilly hai, Jaan Bareilly hai.

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,638 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,570 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,290 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,195 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,080 views

Leave a Comment